^^Back To Past ^^

4043 views 139 replies
Reply to Topic
~Fragi~

Age: 43
Total Posts: 64603
Points: 0

Location:
Neutral Zone,
Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti


eik khawab sa dekha hia ..

tabeeer nahi banti
tasweeer nahi banti


Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti




Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...
Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...



nazroon sey mili nazrien .. mein hogaya dewana

abb dil k behalney kee tadbeer nahi bantee


tasweer nahi banti ....



dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......
dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......



tarsee hoyee ankhoon ko taswer dekha jayo

bigri hoyee meri tadberr nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer banata hooon ....
Posted 15 Aug 2004

~Fragi~ says
jeeta tha jis k liye ...........jis k liye marta thhhhhha
Posted 17 Aug 2004

SanaSana says
wo aaye or chalii bhi gayee

















opps
Posted 17 Aug 2004

Fairl_Girl says
~Fragi~ said:

Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti


eik khawab sa dekha hia ..

tabeeer nahi banti
tasweeer nahi banti


Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti




Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...
Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...



nazroon sey mili nazrien .. mein hogaya dewana

abb dil k behalney kee tadbeer nahi bantee


tasweer nahi banti ....



dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......
dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......



tarsee hoyee ankhoon ko taswer dekha jayo

bigri hoyee meri tadberr nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer banata hooon ....

mind blowing
Posted 18 Aug 2004

jeeti thi jis kay liyay....
jis kay liyay marti thi...
ik aaisa ladka tha....
jisay main pyar karti thi....
(hoon)
Posted 18 Aug 2004

~Fragi~ says
*janubabe said:

~Fragi~ said:

Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti


eik khawab sa dekha hia ..

tabeeer nahi banti
tasweeer nahi banti


Tasweeeeeeer banata hooon .........


tasweeer nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer nahi banti




Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...
Bedard mohabat ka itna sa hai afsana...



nazroon sey mili nazrien .. mein hogaya dewana

abb dil k behalney kee tadbeer nahi bantee


tasweer nahi banti ....



dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......
dum bhar k liye ... meri duniya mein chaley ayo ......



tarsee hoyee ankhoon ko taswer dekha jayo

bigri hoyee meri tadberr nahi banti


tasweeer nahi banti

tasweeer banata hooon ....

mind blowing



hmm
Posted 18 Aug 2004

SanaSana says
bus hmm
Posted 18 Aug 2004

Ashii says
yeh aag birha ki mat lagana
k jal k me r aakh ho chuki hu
yeh aag maathe pe me ne rakh li
k jaise mandir mei lau diye ki

chupa lo yun dil mei pyaar mera
k jaise mandir mei lau diye ki
Posted 19 Aug 2004

SanaSana says






naraz tum naraz hum

junaid jamshed
saying something
Posted 19 Aug 2004

Ashii says
vv vvv vvvvv old songs yarrrrr..



like..
hmmmm...

suna rahi yeh daastan
shama mere mazaar ki
khizan mei bhi khili rahi
yeh kali bahaar ki..
isse mazaar mat kaho,, yeh mehel hai pyaaar ka
yeh zindagi ussi ki haaaiiiii
jo kissi ka ho gayaaa
pyaar hi mei kho gayaaaa..
Posted 19 Aug 2004

Guest_005 says
Posted 19 Aug 2004

SanaSana says
Posted 19 Aug 2004

saieen says
yaa kaisay past hay?:$
Posted 20 Aug 2004

~Fragi~ says
SALL said:

vv vvv vvvvv old songs yarrrrr..



like..
hmmmm...

suna rahi yeh daastan
shama mere mazaar ki
khizan mei bhi khili rahi
yeh kali bahaar ki..
isse mazaar mat kaho,, yeh mehel hai pyaaar ka
yeh zindagi ussi ki haaaiiiii
jo kissi ka ho gayaaa
pyaar hi mei kho gayaaaa..




Posted 20 Aug 2004

WAFA says
ajeeeb dastan hay yeh
kahan shroo kahan khatum
yeh manzilain hian kaunsee
na tum samjh sakay na hum
Posted 20 Aug 2004

SanaSana says
wow
yaar old is really gold
no doubt
kitneey ache acche songs
i luv oldies goldies
Posted 20 Aug 2004

Ashii says





aaa zara mere humnasheeen
thaam le mujhe thaam le
zindagi se bhaag ker
aaya hu me
mujhe thaam le

Posted 21 Aug 2004

SanaSana says
ajeeb dastan hai ye
kahan shurro kahan khtam
ye manzilen hain konsi
na tum samgh sakey
na hum................
Posted 21 Aug 2004

~Fragi~ says
jhukeejhukee see nazar ......
Posted 21 Aug 2004

SupidGuy says
Asalam-o-Aleikum!
wiase mein itna old tu nahi hoon
magar phir bhi koi old sa song sing kar hi deta hoon


Ahem Ahem!

mahki hawain gaati fizaaien
mahke nizaaray saray ke saray
tere liye hein tere liye hein






take care & stay cool
ALLAH BEILI
Posted 21 Aug 2004

~Fragi~ says
maaana k dostooon ko nahi


maaana k dostooon ko nahi

dosti ka ehsaas


leiken yeh kiya k ghair ka ehsaan lejeeye ..
Posted 21 Aug 2004

Ashii says
anjane honton per bhi
pehchane geet hein
kal tak jo begane the
janmon k meet hein
.........
kya hoga kaun se pal mei
koi jaane na...

oh rey taal mile nadi k jal mei
nadi mile sagar mei
sagar mile kaun se jal mei
koi jaane naaa..




Posted 22 Aug 2004

~Fragi~ says
woh jo gunguna nahi sakta ...................................woh geet ho tum
Posted 22 Aug 2004

Dekha Ek Khwaab To Yeh Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Yeh Gila Hai Aapki Nigahon Se
Phool Bhi Ho Darmiyaan To Faasle Hue
Dekha Ek Khwaab...

Meri Saanson Mein Basi Khushboo Teri
Yeh Tere Pyaar Ki Hai Jadugari
Teri Aawaz Hai Havaaon Mein
Pyar Ka Rang Hai Phizaaon
Dhadkanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lub Sile Hue
Dekha Ek Khwaab...

Mera Dil Hai Teri Panaahon
Aa Chhupa Loon Tujhe Maein Baahon Mein
Teri Tasveer Hai Nigaahon Mein
Door Tak Roshni Hai Raahon Mein
Kal Agar Na Roshni Ke Kaafile Hue
Pyar Ke Hazaar Deep Hain Jale Hue
Dekha Ek Khwaab...
Posted 22 Aug 2004

Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte

aha
Posted 22 Aug 2004

Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
(Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin)
Posted 22 Aug 2004

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Posted 22 Aug 2004

shukriya ji
Posted 22 Aug 2004

lolzzzz k MG1
Posted 22 Aug 2004

orite MG1
Posted 22 Aug 2004

lolzzzz u r sooooo rite MG1
Posted 22 Aug 2004

Reply to Topic