paki_fan said:
Ek Pyar kay Mujrim say ulfat bhi karain toh kaisay karain........
Tumhain toot kay chaha tha nafrat bhi karain toh kaisay karain
paki_fan said:
Dil ki hasrat zuba par aane lagi,
tumko dekha aur zindgi muskurane lagi,
Yeh dosti ki intehaa thi ya meri dewaangi,
Har surat mein surat teri nazar aane lagi!!
paki_fan said:wwwwwwwwoww
Ek Pyar kay Mujrim say ulfat bhi karain toh kaisay karain........
Tumhain toot kay chaha tha nafrat bhi karain toh kaisay karain