AOA...............kaisa hai yeah tell me......ok naa......
"Yeh Student Ki pehchan Hai"
Yeh Student Ki pehchan Hai Hath main Cigrette Moo Main pan hai MaShoor yeh Shaitan hai Yeh Student Ki pehchan Hai Parhna iSey aata nahi ClaSS kabhi jata nahi Canteen iS ki jaan hai Yeh Student Ki pehchan Hai JalSon main Sab Se aagey hain Naron main Sab Se aagey hain Imtehaan main naqal iS ki aan hai Yeh Student Ki pehchan Hai Larkiyon ke peechey hai Para Jo larki ghuSSa ho zara Tab yeh banta Bhai jaan hai Yeh Student Ki pehchan Hai....
ymahmood
Age: 50
7754 days old here
Total Posts: 1775
Points: 0
Location:
Sargodha, Pakistan
Naqal kay liyaye bhee to Aqal ki zaroorat hotee hay na Saieen ji, laiken aap ko kia kia kion kay yeh baat bhee to unhain hi samajh aati hay jin kay paas .......