Freddy
Age: 125
7546 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Silence is the true friend that never betrays. (confucius)
By three methods we may learn wisdom: first, by reflection, which is noblest; second, by imitation, which is easiest; and third by experience, which is the bitterest(confucius)
Freddy
Age: 125
7546 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ek shaks abdullah bin salman kisi kam sei aik wazeer kay pass geya .wazeer nein uss sei kaha "Maaf karna mein ess wakt zara masroof hoon" abdullah nein jawabaan aarz kea "Jub app fareg ho jayeen gey tu mujay app ki zaroorat nahi rahay gey".
Freddy
Age: 125
7546 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mashoor sher Akhter shervani lahore ki aik dokaan mein jootay harednay geye.dokan-dar nein un kay samnay jooton ka dheer laga deya ..akhter sherani nein aik aik juta dekha magar koi juta pasand nahi ayaa ..qematoon paar be unheen etraaz tha ..dokan-dar tanzeya lehjay mein bola "Itnay jutay paray hain ..app aab be mutamaeen nahi hoyee ?" Akhtary sheervani aik juta pehantay hoyee bolay "Baray rupay letay ho ya utaroon juta ?
Freddy
Age: 125
7546 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mr john randwolf american congress kay aik hazeer jawab rukn thay.un ki hazeer jawabi sei poora house lutaf-andooz hota tha ..aik martaba mr john wolf ore mr henry kay baag ki ravesh paar chehal-qadmi kaar rahay thay ..ravesh tung thi ess leye dono aik dosray kay maqabil aa geye ..Mr henry kay nein seena phula kay kaha "Mein nein ajj tuk kis ehmaak kay leye rasta nahi choora" "Likhen mein hamesha choor deta hoon" john wolf ek tarf hut'tay hoyee bolay
Ashii
Age: 125
7885 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
mera khyal tha k Allah ka azaab bure logon pe aata hai sirf yahooooodiyon pe nahi waise bush christian hai
btw muslims k paas zulm karne ki permission hai kya
ohh han one of my fav quotes "one who cannot learn lessons from 3000 years history lives from hand to mouth" GOETHE (3000 yrs is approx age of 'humanity') hmm i think me ne sahi translate kiya hai