i didnt know abt it,,
last yr i did fast in shwal for someone who passed away in ramadan last yr
but this yr id like to,,
i only knew abt moharam's roza,,,
thre r a lot of ppl who think that moharam's roza is for wakea e karbala,, but it s sunnah too :)
sunnah poori karna bohot acha hai,, but SD hum log to fra'iz tak poore nahi karte,, sunnah to baad mei hai na
dil hi dil mei log shukar karte hein k eid ka chaand nikla,,,
freddy roza rakhne ka matlab apne nafs ko kabu karna hai,, ramadan ka roza farz hai but iss ka matlab yeh nahi k kabhi aur roza nahi rakh sakte,,, aur agar ramadan k ilawa roza rakhna hi hai to uss din rakh lein jab Nabi Paak rakha karte the,, simple :)
waise hum logon k shetani nafs ka ilaaj to yeh hai k saal mei 365 din roza rakhein sab,, shayad kuch akal aa jae,,
hmm,, par nahi im sure 2 months baad hi log literaly aik doosre ko kaat kha'ain ge,,
heheheheheheheeee