Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kya yaar itni mushkil mushkil paheliyaan bhojati rehti ho............mujay aik bohot poorni parhi hoyee kitab yaad aa rahi hai........................jo be hum boltay hain ................woe sub Halaa mein chala jata hai.......haar aik word jo hum boltay hain woe Hala(asmaan) mein save ho jata hai................scientists ess khooj mein lugi hoyee thay kay un awazoon ko record kareen.......................un ki pehchaan kareen .......jis sei unheen sari duniyaa ki history ka sahi pata chal jayee ga..wagera wagera...........
agar ye be nahi tu jaaaaaaaaaaaaaaa hum tumhara sawal he valid nahi mantay...........
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jalebi
sub sei teez cheez duniyaa mein nazar he tu hai........yun kaar kay dekha ore aasman tuk pohanch geye seconds kay be aday kay bi adhay wakt mein........
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
it means
THAT LIGHT HAS A SPEED, AND IT IS MUCH SLOW COMPARED TO THE DISTANCE, THATS WHY WHEN WE SEE IN THE SKY THE STARS, THEY HAVE DIED FOR MANY YEARS, BECAUSE THE LIGHT EMITTED FROM THEM HAS REACHED US AFTER MANY MILLION YEARS.
SPEED= DISTANCE DIVIDED BY TIME S=D/T
SO ITS A FACT. IM DOING BSC(HONS) IN PHYSICS, U CAN ASK ANY Q RELATING TO SCIENCE FROM ME!
Age: 124
7784 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
thnxx badshah
question stupid nahi hai,, na hi answer stupid hai its a simple fact,, if u know abt speed of light,, and also that the nearest star means sun's light takes 8 min to reach us,,, baki ka khud se andaza kar lena chaiye
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aab tum khusk sei history lei kay aa jaoo tu kon sunay ga................thora mirch masala daloo phir dekhoo hum loog kesay tutatay hain uss pay..................
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks God warna mein tu samja aab jalebiyaan be hameen darayen gey...............chaloo daranay ka choroo .....meray paeet mein janay kay baray mein kya khyaal hai..........
Age: 124
7445 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aankh nichi kaar kay tu koi be nahi dekh sakta sevayee larkioon kay......................jin ki nazreen be jhuki hoti hain paar sub pata be chal jata hai.........gali mein kon kon khara hai.........