Wa.........

644 views 15 replies
Reply to Topic
Heart Hacker

Age: 124
Total Posts: 18
Points: 0

Location:
,
Kasay Kasay ilzam lagay mujh par..Ya bhi na socha k main yahan new hoon......Main Ahmed ka net friend hoon mujhy jasa pata chala main nay app sab say shair kia....hakikat Allah Janta hay....Raja bahi main Ahmed nahi hoon make it clear...ok. Kash main ya batt app say share hi na karta.....
Posted 13 Dec 2004

Maray avatar main Prince dalnay say main prince nahi bun jaoon ga yarr for God shake.... Kis tarhan k loog hoo tum loog
Posted 13 Dec 2004

what are you doing on jb...??
Posted 13 Dec 2004

no comments
Posted 13 Dec 2004

Guest_005 says
Heart Hacker said:

Kasay Kasay ilzam lagay mujh par..Ya bhi na socha k main yahan new hoon......Main Ahmed ka net friend hoon mujhy jasa pata chala main nay app sab say shair kia....hakikat Allah Janta hay....Raja bahi main Ahmed nahi hoon make it clear...ok. Kash main ya batt app say share hi na karta.....





Mujhay Hansi aa rahi hai aap ki baat per.... Janab aik baat batain ... To aap k Personal Profile main

[email protected] .. u know ye kis ka email address hai ..Ahmed ka aur wo Ghani hain ... Jo k aap hain ... Coz i know better who are you ? Aur mian aap ko aaj subha hatta Katta Dekh chuka hoon ... Kia wo aap ki rooh thi ....hain wakai ....Sharam karoo..... Kia mil jai ga Tumhian jhoot Bol kar... Aik aur Gunah ka IZafa ....

Achaa Guys main aap ko aik aur mazay ki baat bataon ... Isi mr ahmed nay Ramzan main .. khud hi apnay kisi net freind ko kaha k Ahmed ki death ho gai hai... Aur baad main online ho kar kaha k ... Nahi wo main nahi tha .. Meraay cousin thay .... jo insan Ramzan main itna Bara jhoot bol sakta hai ... to Wo yahan kia sach kahay ga.... nahi ....

Allah nay in ko zindagi to di hai ....Laikin Ye Log Shuker Adda nahi kartay Allah ka ..... Nashukri Na Karoo.... Allah say Muafi Mangoo Apnay Guna ki ... Aur baki aap ki marzi ..
Posted 13 Dec 2004

hey addii bhaiya ap is heart hacker ka aur prince of jb ya ahmed jo bhi hai unka IP address daikh lain na agar tu same hai tu ya aik hi hain.... lolzzz so simple hana... addiii bhaiya ap tu daikh saktay hain na ya....
Posted 13 Dec 2004

prince phans gaye na
Posted 13 Dec 2004

tum loog nnahi samajh paoo gay......
Posted 13 Dec 2004

friend_16 says
..

well Allah knows better kay kaun sacha hai .. don't worry everybody Qayamat kay din saab kuch saamnay hee hoo ga .. phir saab kay sacha ur saab kay jhoot ka pata chal jaiy ga..
Posted 13 Dec 2004

sahee kaha f-16 lekin agar Prince se aisa muzak kiaya hay to yeh koi accha muzak nahi hay
Posted 13 Dec 2004

friend_16 says
apnay app ko maar daina?? ye mazaaaak hai??? leave it everyone .. hum saab ko aik din jhoot aur sach ka pata chal jaiy ga..
Posted 13 Dec 2004

theek hay
Posted 13 Dec 2004

~CHANDNI~ says
ha ha ha
may nay ise ki pahly post pay hi pahchan liya tha ......TT bhiya yah wohi QAIS wala case hay    bichar
Posted 13 Dec 2004

javad says
hmmm main kuch nahikahoongaaa
allah behtar janta hai aur admin pata karwa sakta hai
hamen prince ka contact no milna chahye hum bhi fon e kar kay taziat karengay
Posted 14 Dec 2004

kitna purana case open kardiya sofee tumne . aur javad tum ne sahee kaha
Posted 14 Dec 2004

Guest_005 says
Topic Close ...
Posted 14 Dec 2004

Reply to Topic