bakhair..........
well democracy to sab jante hain lekin is k bare mein mere zehan mein bohat si contradictions hamesha se hain [ ya dal di gai hain]
like during my schooling jab hamein ye bataya gya tha k it is not permitted in islam. kionka hazrat muhammad[p.b.u.h] ne is ko implement nahin kiya tha aur nahi khulfa e rashedin k zamane mein democracy thi
lekin jab mein college mein aya to profs ney bataya k ye islam k khilaf nahin he y aur hamare prophet p.b.u.h
to khuda ki taraf se bheje gaey the aur khuda ki selection behtar hi hoti hey
ab aap log hi bataeein k kia sahih hey
kuch log ye bhi kehte hain k mental development k saathh
hi duniya chalti hay yani prophets ne sab kuch to nahin bata dena hota hamain bhi to kuch karna hey kionke prophets ka kam guide karna hey aur hame insaniatk ki taraf le kar janahey
so kia ye democracy yani public ki bat ko manna insaniat nahin to kia he
so merey nazdik religion aur insaniat alehda chezain kion ban gai hein
plz share ur feelings