Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
"agar meri jindagi kee umaar, eak saans kee hai tou khuda karai oous saans pai tera naam hou"
hmmmm ......aise bhi hai ...ke kisi ki zindagi mein sirf...kisi ka naam he rehjata hai........akhri sansoo tak! ...hmm islya hai ya zindagi ajeeb-o-gareeb zindagi
Age: 124
7241 days old here
Total Posts: 15
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
hmmm ZINDAGE TEEN LAFZOUN KEE KAHANEE HAI.... YESTERDAY (BACHPAN) TODAY (JAWANI) TOMORROW(BHURRAPA) ONLY THING U HAVE IN HAND IS TODAY MAKE THE BEST OF IT! can you really make a best of it?
"Ya Zindage Ajeeb-o-Gareeb hai ya Zindagi" bass 6 lafzoo ki kahani
Age: 124
7534 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Welcome to JB janab aur jo kuch bhi app nein zindagi ke bare mein kaha bilkul sach hai...
WOH KEHTEY HAIN NA
"AJEEB HAY YEH ZINDAGE KA SAFAR KUCH TAIZ HAI KUCH SUST MAGAR HAR MOOR PAR NAYE RANG HAIN HAR RANG MAIN NAYE ROOP HAIN KABHI TAIZ DHOOP TU KABHI NARAM CHAO KABHI RAH MAI KANTAY HAI MAGAR UN KE AGAY GUL BHI TU HAIN HAMSAFAR MANZIL AGAR NAMUMKIN HAI MAGAR US HASTI(Allah) KE SAATH BHI TU HAI BAYKHABAR. AJEEB HAY YEH ZINDAGE KA SAFAR KUCH TAIZ HAY KUCH SUST MAGAR."
Age: 124
7241 days old here
Total Posts: 15
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
tujhe dekha bina tera tasveeer bana sakta hoo, tujhe dekha bina tera haal bata sakta hoo, he tera dost mein itna dum, ke apni ankhoo ke ansoon tera ankhoo se gira sakta hoo,
"Ya Zindage Ajeeb-o-Gareeb hai ya Zindagi" bass 6 lafzoo ki kahani