jahan kabhi nafrat key suraj ney kabhi sir nahi uthaya ....jahan kabhi dukhoon ney sir nahi uthaya .... jahan sirf khushi khushi aur bus khushi bastee hai .aarz zameen per yeh ideal place ..kiya kaheen hogi ??
Age: 125
7792 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
contradiction ???
ohhh okie agar aap ka kehne ka matlab yeh hai k burai ko burai kehne ka matlab hai k aap nafrat phela rahe ho aur sahi rasta dikhane pe aap ka dil dukhta hai to wot can i say
Age: 125
7687 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
jahan kabhi nafrat key suraj ney kabhi sir nahi uthaya ....jahan kabhi dukhoon ney sir nahi uthaya .... jahan sirf khushi khushi aur bus khushi bastee hai .aarz zameen per yeh ideal place ..kiya kaheen hogi ??
nope koi nahi .. coz khushi usay millte hai jo dosroon ko khush kerna jaanta hoo .. dosroon ki burayioon ko bardasht kerna jaanta hoo .. is zameen main kia rakha hai .. aik temporary se jaga hai .. kuch arsay kay liay na bhee mille khushi tu kia hua .. sooch tu ye hoo kay kia us zameen main khushi mill jaiy ge jahaan hamaisha rehna hai..? kia faida hoo ga is zindagi ka agar idher bhee gham millay aur udher saza.. maza tu taab hai is life ka kay idher bhee satisfaction aur akhir main tu mazay he mazay .. laiken agar idher thora sa gham mill bhee kia tu kia hua .. hamaisha ki khushi kay liay thora sa ghum bardasht nahi ker saktay kia?
Age: 125
7687 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmm mill saktee hai .. dosroon ko khushi day ker tu dekhein.. khudhee soochein kisi ko khush deekh ker .. hansta deekh ker khushi hoti hai... aur kisi ko roota deekh ker gham hota .. taqleef hoti hai... hai na??
Age: 125
7687 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray ye tu nahi kaha kay ab ghum ki talaash main nikl jain ... dosroon ki khushiyoon main bhee shareeq hoon aur doosroon kay ghum main bhee... phir loog bhe app ki khushiyoon aur dhukhoon ka khayal rakhein gay..
Age: 125
7687 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dosroon say itnee umeed lagayee gay tu bhee aisa hoo ga ... zaroori nahi jis say app bhalyee karein wo bhee app kay saath karay ... par majority loog waisay phir khayal rakhtay hein ...
Age: 125
7792 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
abayyy yarrrrr,,,
sab se important baat dooosron ko dukh na do,, na directly na indirectly tab Allah miyan se apne liye khushi mangte hue sharmindagi bhi nahi hoti.. doosron ko dukh de k apne liye khushi ki dua karna,,, ajeeb sa nahi lagta kya