.. Faith ..

2898 views 50 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Khuda ki zaat pe
Faith, Iman, Yakeen, Bharosa

iss sab ka kya matlab hai ?¿


hum chahe koi bhi galti karein,, Allah miyan Gufoor ur Raheem hein,,, woh humein maaf karein ge,,,, mere gunah chahe kitne bhi bare hon, Khuda ki rehmat uss se kahin zyada hai
iss bat pe sacha yakeen rakhna,, aur Maafi ki umeed pe galt kaam karte rehna...
TRUE FAITH ?¿
Posted 22 Jan 2005

friend_16 says
as far as i know wo ye kay.. jo bhee kaam kia jaiy us kay result kay liay Allah par bharoosa ho .. kay ab jo bhee ho ga wohi Allah ki raza ho ge..
Posted 22 Jan 2005

friend_16 says
aur ye bhee kay ghalat kaam kertay rehna aur yehi soochtay rehna kay Allah mauf ker day ga .. i think ye kuch sahee nahi hai .. coz maufi tu tabhee maangi jatee hai jaab app kisi burayee tu bura janoo aur usay na kerna ka wada karoo .. ..
Posted 22 Jan 2005

Ashii says
hmmmmm,,,
sab aisa sochte hein kya ??

i know ppl jo khud yeh kehte hein k maafi maang lein ge
Posted 22 Jan 2005

friend_16 says
kisi ko sooch ko tu nahi jana ja sakta ...

waisay suna tu hum nay bhee kay jaab bhurhay (old) hoo jain gay tu phir maafiyaan maang lein gay .. jaisay inhein pata hoo kay unko itnee umer bhe millne hai..
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
why itna sooching
Posted 22 Jan 2005

Ashii says
hehehe,,,
rite F16
tabhi to jaise hi budhe hue janamaaz yaad aa jati hai
aur phir umrah pe umrah
aur sab dunya k youngers bure lagne lagte hein

hahhahaa..


soching iss liye k aur koi kaam nahi hai
Posted 22 Jan 2005

Insaan ko khud bhi kuch karna chahiyey..sar kuch ALLAH par nahi chorna chahiyey
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
Posted 22 Jan 2005

friend_16 says
SALL said:

hehehe,,,
rite F16
tabhi to jaise hi budhe hue janamaaz yaad aa jati hai
aur phir umrah pe umrah
aur sab dunya k youngers bure lagne lagte hein

hahhahaa..


soching iss liye k aur koi kaam nahi hai



sall buree baat hai.. saray budhe aisay nahi hotay...
Posted 22 Jan 2005

Ashii says
areyy yar,,
hum log to bura kaam kar k uss ka acha result tak Allah miyan se mangte hein
kaise na chorein sab Khuda pe,, iman bohot mazboot hai na





ehemmm,, saare budhe nahi
par hein to sahi na,,, aur yeh to ab ki generation hai,, wot do u think yeh kab maafi mangein ge
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
why is this topic pinned for no reason?
Posted 22 Jan 2005

kal ya parsoon tak pata nahi chale ga yeh topic bana tha ke nahi
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
rite
Posted 22 Jan 2005

thats i said...make a forum like where peepz can talk serious...informatic
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
very good
Posted 22 Jan 2005

Ashii says
i didnt ask anyone to pin this topic
waise bhi koi topic tabhi peeche jata hai jab no one is intersted in it


mg pa jiiii
me ne kab kaha k saaaaabbbbbbbbbbb aise hein
i only asked a question
k true faith kya hota hai
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
Posted 22 Jan 2005

jab topic hi ist page par nahi hoga tu...
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
to next page ke option is always there
Posted 22 Jan 2005

tsssssssss
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar says
Posted 22 Jan 2005

Bazigaar said:

to next page ke option is always there



welcome to jb baazi
Posted 23 Jan 2005

Bazigaar says
thank u

Posted 23 Jan 2005

Ashii says
basss aik page ki faith thi sab ki



that s y i said iss topic kko tangne ki zuroorat nahi hai
tangne ki zuroorat hum logon ko hai
Posted 24 Jan 2005

agar insaan ko bharosha nahi hoga ALLAH par tu phir ALLAH kese help karega uski
Posted 24 Jan 2005

friend_16 says
no ur wrong srk.. jo loog Allah Tallah ko maantay taak nahi hein kia Allah unko nahi daita .. unki help nahi kerta??
Posted 24 Jan 2005

friend_16 said:

no ur wrong srk.. jo loog Allah Tallah ko maantay taak nahi hein kia Allah unko nahi daita .. unki help nahi kerta??



mera matlab tha jab insaan kisi mushkil main ho USSEY ALLAH PAR BHAROSA HO GA KEY ALLAH HI HELP KAREGA....ALLAH USKI PHIR ZARUR MADAD KAREGA...YEH MERA MATLAB THA JEEEE
Posted 24 Jan 2005

Ashii says
Allah miyan dete to sab ko hein
par uss dene mei barkat nahi hoti
dil ka sukoon nahi hota,,, imaan kamzor rehta hai

hmmmmmmmmmm...
Posted 24 Jan 2005

haan jee
Posted 24 Jan 2005

Ashii says
kya jii
Posted 24 Jan 2005

Reply to Topic