Jab koi bulata hai,phir yad dilata hai Kash tum ne hum ko samjha hota Hum to miti kay banay hain per dil bhi rakhtain hain Kash tum ne is dil ko samjha hota Faslay barhanay se hi barhtain hain Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain Hum ne hamesha man rakha tumhara Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se Hum ne chaha k sahara banain tumhara Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha Tumhari sooch ne bohat diyay Tumharay her lafz ne zakham pe zakham diyay Koi aur kehta to hum man letay Tum ne arman de k lay liyay........ Per tum ne humain kabhi samjha hi na .....
Shahrukh Khan
Age: 125
8001 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
paki_fan said:
Jab koi bulata hai,phir yad dilata hai Kash tum ne hum ko samjha hota Hum to miti kay banay hain per dil bhi rakhtain hain Kash tum ne is dil ko samjha hota Faslay barhanay se hi barhtain hain Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain Hum ne hamesha man rakha tumhara Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se Hum ne chaha k sahara banain tumhara Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha Tumhari sooch ne bohat diyay Tumharay her lafz ne zakham pe zakham diyay Koi aur kehta to hum man letay Tum ne arman de k lay liyay........ Per tum ne humain kabhi samjha hi na .....
~Fragi~
Age: 43
8305 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Faslay barhanay se hi barhtain hain Khod ko paraya kehnay se hi dekhtain hain Hum ne hamesha man rakha tumhara Per tum ko hamesha shikayat rahi hum se Hum ne chaha k sahara banain tumhara Per tum ne hunain kabhi is kabil hi na samjha
paki_fan
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Dar dar bhatakte hai arman ki tarha Har koi milta hai anjaan ki tarha Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha
wafakadard
Age: 125
7543 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
paki_fan said:
Dar dar bhatakte hai arman ki tarha Har koi milta hai anjaan ki tarha Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha
Apna dard hum jane koyi yeh dard na pechane kisko sunaye wo kisssse jo ho chuke hain ap purane
paki_fan
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
jab tera tasavvur chupke se mujhe choo jaae, apni har saans se mujhko teri khushbu aae, mashgala ab he mera chand ko takte rehna, raat bhar chain namujhko kisi pehlu aae"