mastani laila
Age: 124
7234 days old here
Total Posts: 6
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
Dil ne jise apna kahaa – dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan
Mile nazar unse par behaya tanha
Baaton mein bhi keh na sake
Dil ki baat yeh zubaan
Ab hai hulchul, pal pal pe pal
Dhoonde hai unko dil
Ke chal zara unke hi manzil
Bole raaz dil par, ab woh hain kahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan
Khil khile kaise khila
Milke woh chaand se
Door door hain hum milke bhi
Dekhiye aankh se
Kyon dil jaage aakhon ke taare
Un ke hi raahon mein
Ke youn bhi kabhi unke bhi dil mein jaage mohabbat
Aaye woh yahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan
Shaam-o-seher chaaron paher
Dhoonda tujhe har dishaan
Haan, magar haar kar
Aa gayi yeh nigaah
Saaya ko tere tarsi aankhein tadape hai dil mera
Ke tere bin pyaar wafa kya mera yahaan kya
Apna luta jahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Kho gaya ea woh kahan
Soon hai zameen aasmaan
Kho gaya ea woh kahan
Soon hai zameen aasmaan