kash_beauty said:f16...paisay app k ..
![]()
party hamari taraf say![]()
![]()
kash_beauty said:job say hamary khali khoprdi mein dard ho jata hai na
![]()
kash_beauty said:hum say bhi tou job karwa rahay hein na
![]()
chalin..donu mil kar nuksaan utha tay hein![]()
hum job kar lein gay..app her roz party day dena![]()
~Fragi~ said:chalo party hum throw kar detay hain
friend_16 said:kahaan .. kaab .. kis waqat??
![]()
friend_16 said:roz party aur mein
![]()
.. ghalti hoo gaiy hum nay kia party ka naam bhee lia .. ainda kabhe naam bhee nahi lein gay..![]()
![]()
kash_beauty said:
friend_16 said:roz party aur mein
![]()
.. ghalti hoo gaiy hum nay kia party ka naam bhee lia .. ainda kabhe naam bhee nahi lein gay..![]()
![]()
chalien...app na dein![]()
fragi ji nay kaha na k woh day rahay hein party![]()
abb app batayein app ko khana kia hai![]()
naam lay lena..kabhi kabhi chalta hai![]()
Badal said:hum bhi a gaye hain...
![]()
kash_beauty said:u2
![]()
friend_16 said:
kash_beauty said:u2
![]()
u thnx kash ..tata..
Allah Hafiz..
kash_beauty said:kab say final touches mein hai
![]()
ek jaga per dastaan he nahin start hui!![]()
or yahan hamary stomach mein hati kapadi khelnay bhi start ho gay![]()
or abhi tak hamay khana nahin mila![]()