Chahton k mosam main zakhm jo bhi lag jaye Umer bhar nahi silta Tum ne sun liya hoga sheher ki hawaon se wo jo aik deewana aatay jaatay raahi ko rastay main milta tha AB KAHIEN NAHI MILTA
Age: 125
7302 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hum ko nahi maloom k ujrday huye dil se aawara mizaaji ka asar kion nahi jata kya baat hey sardkon pe utarti nahi ronaq kya bhaid hey is shehr se darr kion nahi jata sadiyon se tujhey taktay huye soch raha hun G tere khad-o-khaal se bhar kion nahi jata thehra hey jo ik qafila-e-ghum mere dil main is choti c basti se guzar kion nahi jata saanson se meri larzish-e-ghum kion nahi jati peron se mere zakhm-e-safar kion nahi jata
Age: 125
7302 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ik Ik dil main sou sou ghum mehmaan huye chotay chotay sheher bhi kya gunjaan huye Jeevan ,main aor teri yaadon wali sham achay khasay waqif thay .anjaan huye
Age: 125
7302 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
main bola mujh se baat karo wo bola Pagal aawara phir main ne khud ko dair talak khud likha Pagal aawara wo thehra thehra sa pani wo suljha suljha sa mosam main uljha uljha sa shayar main thehra pagal aawara
Age: 125
7578 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
Chahton k mosam main zakhm jo bhi lag jaye Umer bhar nahi silta Tum ne sun liya hoga sheher ki hawaon se wo jo aik deewana aatay jaatay raahi ko rastay main milta tha AB KAHIEN NAHI MILTA