friend_16 said:Sunnat ki proper defination ye hai kay jo kuch Hazrat Muhammad (SAW) nay farmaya, amal kia, jis ki ijazat de, aur wo kaam jo un kay samnay hua magar unhoon nay roka nahi..
Sunnat main bhee kuch cheezein farz hein aur kuch mustahib (pasandeeda) hein..
laiken begair sunnat kay hum Quran ki boht see cheezoon ki samaj nahi saktay ..
Quran aur Sunnat saath saath hein .. Quran ko sunnat kay begair samjha nahi ja sakta aur Sunnat ki boht see cheezein Quran main say he hein ..
SALL said:confusion hai na yarr
kafi log kehte hein k yeh sunnah hai..
sunnah se matlab k aisa karna farz nahi hai,, karo ge to sawab hoga nahi to koi gunah nahi
RITE ???
shahrukh khan said:sunnah se matlab k aisa karna farz nahi hai,, karo ge to sawab hoga nahi to koi gunah nahi---> wrong..sunnah means key agar karo gey tu sawaab milega...nahi karogey tu gunaah nahi milega
SALL said:

i think i said exactly the same thing
Badal said:The question was "What is Sunnah?" What is your opinion about Sunnah?
SALL said:to tell u the truth mere paas iss sab baat ka koi jawab nahi hai,,,,,, im just trying to point out every aspect k shayad koi seedha rasta nazar aae
Badal said:laikin main nay ye topic is liye start kiya kay logoon ka khyal hai kay sunnat chor danay ka koi gunnah nahi, let me quote some ppl,
SALL said:confusion hai na yarr
kafi log kehte hein k yeh sunnah hai..
sunnah se matlab k aisa karna farz nahi hai,, karo ge to sawab hoga nahi to koi gunah nahi
RITE ???
friend_16 said:Sunnat ki proper defination ye hai kay jo kuch Hazrat Muhammad (SAW) nay farmaya, amal kia, jis ki ijazat de, aur wo kaam jo un kay samnay hua magar unhoon nay roka nahi..
friend_16 said:Sunnat main bhee kuch cheezein farz hein aur kuch mustahib (pasandeeda) hein..