SALL said:
judgement,,, hmmm
wot abt the judgement of GOD
friend_16 said:kuch ghalat kaam achanak he hoo jatay hein na .. .. tu phir kaheen pakray na jain der lagta hai na..
SohniKuddi said:ok ok u gt me.
lol, probably because they are not aware of what will bestow upon them on the day of judgement
shahrukh khan said:baat yehi hui HUM ALLAH SE NAHI DARTE
shahrukh khan said:
friend_16 said:kuch ghalat kaam achanak he hoo jatay hein na .. .. tu phir kaheen pakray na jain der lagta hai na..
ACHANAK
SALL said:we feel worse about being caught than about doing wrong
Y ?
SALL said:
shahrukh khan said:baat yehi hui HUM ALLAH SE NAHI DARTE
darte hein,,
par Allah se zyada hum logon se darte hein
shhhhh,,,
par batane ka nahi
SALL said:we feel worse about being caught than about doing wrong
Y ?
djeedja lotta said:to janab, Allah ki rehmat se mayoos nahi hona chahiye. insanon ka kya hai, aaj hain, kall nahi aur aaj bol rahe hain aur kall nahi. aaj range haathon pakarr rahe hain aur kall pakrre jaarahe hain.
iss liye djeedja lotta kehta hai ke kabhi bure kaamon se muft me baaz nahi ana chahiye, jaari rakhne chahiye. its human. giro, utho, phir giro, phir utho.
SALL said:kya humein Khuda ki rehmat ka aur apne insaan hone ka yakeen dilane liye gunah karte rehna chaiye ??
djeedja lotta said:magar agar koi normal insan bina gunah kiye reh sakta hai to mujhe zaroor dikhayega. farishte gunah nahi kar sakte. nabi bhi gunah karte hain, magar unn ko Allah ne "masoom" qarar diya hai jaisay bachon ko.

burai guanh karne mei nahi hai
baat yeh hai k gunah karne k baad aap kya karte ho....
paighambar ko iss liye masoom kaha gaya k woh gunah kar k sharminda hote the,, poori zindagi apni galtiyon ki maafi mangne mei guzar dete the,,,
aur logon ki bhalai k liye apni zindagi wakf kar dete the
hmmmmmmmmmm....
hum paighambron ki barabri nahi kar sakte,, par unn k batae raste pe to chal sakte hein na