yaadoon say

2006 views 44 replies
Reply to Topic
Maha Jee

Age: 124
Total Posts: 50
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
             YaADOon se Rishta kal bhi thaa...
              yaadoon se Rishta aaj bhi hai
     Dil kal bhi apna Dukhta thaa aur AfsUrDaa        &nbs p; sa aaj bhi hai ..
Woh ishq jo hum tum karte thay woh ishq tu zinda ab bhi
hai ..
Kal tak jo hijar Sataata thaa us HijaR ka pehra aaj bhi
hai .
Tum door huye majboori mein hum toot gaye is doori mein
Kabhi waqt mile tu aa jaana dil ka darwaaza khula aaj bhi hai
Woh saahil woh geeli mitti, mitti ke gharonde saahil per ..
Woh naam DaRakhtOon per likhNa woh khuwaab suhaana aaj bhi hai .
Tum khush rehna dil ki duniya apni tu chalo barbaad hoi
Dil Gham ka maara kal bhi thaa aur Gham ka maara aaj bhi hai
Yeh ashk nahin hain Aankhoon mein yeh taaray jhilmil karte hain
In aankhoon mein jo kal tak thaa woh Chaand sa Chehra aaj bhi
hai...
Ab ShikWa kisi se kya karna taQdeer mein jo likha thaa mila
Gham kal bhi mera sarmaaya thaa Gham mera warsa aaj bhi hai ..
Posted 09 Apr 2005

Guest_005 says
hmmmmmmmmmmm nice ji
Posted 20 May 2005

Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai

Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai

Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai

Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai

Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai

Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai
Posted 21 May 2005

Guest_005 says
mughl-e-azam said:

Ahaan very ncie ji
Posted 21 May 2005

Guest_005 says
   
Posted 21 May 2005

10X SORRY dear's aik nazam hi do dafa a gayi
Posted 22 May 2005

har khushi mein koi kami see hai
hansti ankhon mein nami see hai
din bhi chup chap sar jhokayeh tha
raat ki nabz thami see hai
kis ko samjhayein kisi ki baat nahi
zehan aur dil mein phir thani see hai
khowab tha ya gubar tha koi
gard in palkon pe jami see hai
kahein gey hum kis say dil ki baat
saehar mein ik sunsani see hai
husrataein rakh ho gayein lakin
agg abb bhi kahein dabi see hai
Posted 22 May 2005

paki_fan says
once again
very nice one
Posted 23 May 2005

Guest_005 says
mughl-e-azam said:

10X SORRY dear's aik nazam hi do dafa a gayi

its ok ji
Posted 23 May 2005

Guest_005 says
[n way very nice ji
Posted 23 May 2005

atti hai chahton ki kahani pe abb hansi
tum say bechar ke soch ke rukh bhi baddal gaye
abb tum ko dekh kar bhi dharkta nahi hai dil
tum woh nahi rahay ke merray dukh baddal gaye
Posted 27 May 2005

valandrian says
bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316
bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316bd34316

bd34316
Posted 08 May 2018

Posted 17 Sep 2018

Posted 22 Oct 2018

Posted 10 Nov 2018

Reply to Topic