heart__hacker said:app financial strenth and protection ki baat kerty hain
i tell u something main nain news paper main perha kay aik man nain shadi ki sub kuch and us ka 500 say kam kercha howa and us ki shadi ho gyii..
OMG ager woo 500 main shadi ker sukta haii to humain kia hota haii
heart__hacker said:bohaat asaan haii badlna and samjahna ager brain ho to
MsaeedBarkat said:i am too much hungry and there is half hour in lunch and no work to do
so is topic ................
MsaeedBarkat said:
heart__hacker said:app financial strenth and protection ki baat kerty hain
i tell u something main nain news paper main perha kay aik man nain shadi ki sub kuch and us ka 500 say kam kercha howa and us ki shadi ho gyii..
OMG ager woo 500 main shadi ker sukta haii to humain kia hota haii
shadi k kharchey ki koi baat nahi
baat hai shadi k baad standard ko intact rakhney ki
baat hai apney resources aur apney expenses main balance ki
aap ko bohot beautiful 20 years of age boys mil jaen ge magar kya haisiyat ho gi unki
parents key money pay aish ker rahey hongey to kya maturity ho gi unki thought main aur kis tarah aik bilkul naya mahol main adjust karein gay