junaidrauf
Age: 124
Total Posts: 95
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Khayyal-o-Khwab hoggain woh mullaqatain aab to
Gum gashta Mazi ka hissa ban gai
Kiya din thy jab Roz
Teri Galli kay phairry laggata tha mein
Aik teri Jhallak kay wastty
Jhulasti dopaihron mein
kharra rahna mera Pehrron
Meri Bay chain nigahon ka Qarrar thi jo Surrat
Woh Aik Pathar ki murrat ki siwa kuch bhi nahi
kabhi kabhi yeh soch kar Hayrrat hotti hai mujhy
Woh tum hi thien! jiss kay liyan yeh sab kuch kya mein nay!!!!!
Waqt nay kitna badal diya aa Jaan-e- Adda hum ko!