Forums
Poetry Cafe (URDU)
*~~A TaiZ Hawa NaraZ na Ho.,,,,~~*
Reply to Topic
Doctor Sam
Age: 124
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
a taiz hawa naraz na ho is dil main salamat hey ab tak wo shokhi-e-lab wo harf-e-wafa wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina sou baar jisay chooma hum ne so baar parastish ki jis ki is dil main salamat hey ab tak wo gard-e-alam wo deeda-e-num hum jis main chupa kar rakhtay thay tasveer bikharti yaadon ki zanjeer pighaltay waadon ki poonji naakam iraadon ki a taiz hawa naraz na ho is dil main salamat hey ab tak samaan bichardti sa'at ka kuch tukrday garm dopehron k kuch raizay narm sawalon k kuch durr anmol khyaloon k ik saccha roop haqeeqat ka ik jhoota lafz Mohabbat ka
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
by Mohsin Naqvi
subha
Age: 124
7650 days old here
Total Posts: 5274
Points: 0
Location:
Costa Rica, Costa Rica
wooow gr88
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
a taiz hawa naraz na ho
:(
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yes it is really impressive..
now-a-days.. i m readin Mohsin Naqvi...
he is just gr8..
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ham ko poets kay names yad nahin rahtay :$ and aik aik sher 10 20 bar parhna parhta hay agar, pachand a jaey and yad karnay ka mann ho to lol this 1 is really nice 1 na :) and andaz bi alag hay is poem ka, word etc sab superb :)
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ap ne shayad wo poem nahi parhi...
MAIN TANHA THA..
main kuch din pehle e yahan post ki thi..
wo bhi Mohsin Naqvi ki hey...
wo bhi perhna,....
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
otay I will :)
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Main tanha tha magar kal shub meri aawargi---achi lagi mujh ko mere humraah thakk kar saans leti ik naddi--- achi lagi mujh ko naddi k mouj main chup chaap ghulti chandni---achi lagi mujh ko udaasi ordhti shakhon se lamhon ki tarah jhardtay huye pattay shagufon ki bujhi khushbu hawa ki chaal Aaawara fiza ka baanjh-pann pehne huye malboos-e-bay khwabi gali koochon main qeht-e-shor-e-dildaaraN sitaaron ki quba main---tairgi k bay sabab taankay khala sunsaan jese maqtalon main naachtay---bay-unt sannatay ki lou jhankay barahna paird ,,, jese eestada patharoN ka halqa-e-matam main tanha tha main kal shub firaaq-e-yaar ki rut se galay milti khazaan ki saadgi achi... bohat achi lagi mujh ko
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
churaa laey ham :D lolz
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
really nice sami doci :) aap ki choice achi hay waisay :P
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kesi lagi...?
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~ ßã£îçh ~ said: really nice sami doci :) aap ki choice achi hay waisay :P
thank U..
chalo aor b post kerain gay INSHA ALLAH...
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ham jhooti tareef nahin kartay kabhi :P really achi lagi :)
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aur kab post karain gaey :P
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmm..]
behna.. abhi kuch halaat achay nahi hain warna aaj e kar dete..
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
halaat hmm otay (F) ALLAH behtar karen agar koi problem hay to, Amen! chalain ham intzar karain gaey :)
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dua_786
Age: 124
7258 days old here
Total Posts: 1513
Points: 0
Location:
United States, United States
Very nice
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Thank U..
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
ah lo ab tiya chamajh nahin aya ji?
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kya samajh nahi aaya...
Guests_0001
Age: 124
7220 days old here
Total Posts: 20016
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wohi to pocha hay ham nay
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
offfffooo...
rehne do...
Guest_005
Age: 124
7655 days old here
Total Posts: 47705
Points: 0
Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
dr ji cha gai ho
paki_fan
Age: 124
7548 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
very nice dr and barish je
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aadab aadab...
paki_fan
Age: 124
7548 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Doctor Sam
Age: 124
7246 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~CHANDNI~
Age: 124
7839 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ik din door say paas aa kar dekho in aankhon kay samandar mein doob kay dekho tum mujh mein mujh ko dhoond kay dekho rooh ki roshni, meri hasti ko choo kay dekho lehjay ki narmi, meray ilfaaz ko samjh kay dekho duniya, jungle, sehraa, sab chaur kay dekho iss dil ki basti mein bas kay dekho dabi umangon, aarzuon ko aazaad kar kay dekho sachi chaahat ka iqraar kar kay dekho urtay rang, khilti kalyon ko dekho khulay aasmaan talay, zindagi ko janam laitay dekho kabhi to faasilon ko darmiyaan say hattaa kar dekho tum ik din door say paas aa kar dekho
Reply to Topic