hmmm,,,
hamari nakis akal ki awaz bhi sunniye
poet log artist hote hein,,, aur artist bechare saare k saare aasmani makhlook hote hein (as freddy said JAHAZ,, par jahaz kehne se nazuk abgeeno ko thes lag jae gi)
idealist/visionair log iss dunya ki talkhiyon ko bardasht nahi kar sakte,, zahir hai best option to yeh hai k dil khoobsurat aur ehsaas wala hi nahi balke mazboot bhi hona chaiye,, par kya na aisa hota nahi hai
basss phir hakeekat se faraaar,, aur apni hih khooobsurat se imaginary dunya mei panah,, par yeh farar itna asaan nahi coz yeh manhoos dunya waale deevar ban jaate hein,,,
ghoom phir k baat aa jati hai sehl pasandi pe,, to sharab se behtar kya ho sakta hai,,,
aik jaam apne adhoori khahishon k naam,,
aur phir mujhe mast mahool mei jeene de
khekehekeehkee,,, shair hazrat dil pe na lein plz hum thora filmi ho gae the
khair ab aik aur baat bhi hai,,, apne aap ko artist ya shair sabit karne liye kai log sharab ka sahara lete hein andar se nikalte hein mohtaram freddy,, to bass faisla aap k haath mei hai
ahhh khe kehekheke,,,
waise freddy ka sher bilkul sahi hai,,
harr aik mei ithi himmat nahi hoti k woh Khuda ki zaat mei panah dhoonde,, to bass kai log asaani dhoond lete hein,,, but phir bhi hum logon se behtar hein
abhi baki baad mei naaa,,
waise kuch log hamare jaise bhi hote hein,,
dunya bhulane liye kissi bhi cheez ki zaroorat nahi
tumhein jo me ne socha tumhein jo me ne maana
jo hosh tha woh to gaya