chaluthhhhhhhhhhhh yah lain :P

462 views 14 replies
Reply to Topic
Guests_0001

Age: 124
Total Posts: 20016
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
To yah lain chaluth…
is say aap apnay friend etc ti age pata chala saktay hain,

To sab say pahlay... lolzzz mujhe hasi a lahi hain lolzz awain hi na

Acha na batati hon lolzz



Aap apnay friend ko tahain tay wo apni age dil main soch lay,

Phir us main 95 + karay, and jo jawab aey us main say jo left side par pahla hindsa hay
us ko mita day,
like ( AGAR 120 banay to 1 ko mita dain , yani sirf 20 rahnay day )

Phir 20 main 1 + karay ( yani 20+1= 21 )

Aur jo jawab aey wo aap ko bata day

Phir aap dil hi dil US JAWAB main 4 + kar kay friend ko bata dain , wohi aap kay friend ti age ho gi


“ Like agar friend ki age 16 hay to wo us main 95 + karay ga, and answer 111 aey ga
phir wo us main say 1 mita day ga and sirf 11 bach jaey ga,
aur us main 1 + karay ga to jawab aey ga 12.

Ab aap ta friend aap to 12 batay ga to aap dil hi dil main us main 4 + kar kay
( 12+4=16) us ko bata dain gaey kay us ki age 16 hay

kaisa? lolzzzz    



Posted 13 May 2005

Reply to Topic