Phiroon Dhoundta Maikada Tuba Tubaa Mujahy aaj Kal Itni Fursat nahi haiii ----------------------------------------- AaAa Aaaaaaaaa aAaaaaa Aa aAa ------------------------------------------- Salamat Rahay Tairee Ankhoon ki Mastiii Mujhay Mehkashi ki Zaroorat nahi haiii ------------------------------------------ sALAMAT rahain ooo Saki Tairee Ankhainnn Salamat Rahainn ------------------------------------------ Na gharay Mujhay Haram say naa khayal-e-Maikada haMairee Zindagi hai Tum say Mujhay Tum say Wasta haii ------------------------------------------------ sAlamat rahain Ooo Saki Tairee Ankhain ------------------------------------------------- Saroor Cheez ki Miqdaar per nahi Makooq Yeh Muskurati hoi cheez muskuraa kar PIlaa Sharab Ka Mahak Sakii Nazar Mila Kar Pilaa ----------------------------------------------- OoooooOOOO sAKIII taireee Ankhainnnnn Salamat rahain oo Saki tairee Ankhainnn --------------------------------------------- Jam Per jam peenay say kia faidaaa ooo Jam Per Jammm Subho tak yeh to sari Utar jai gee Tairee nazroon say pi hai Khuda ki Kasam Umer sari Nashay main Ghuzar jai gee =------------------------------------------ Yeh Tarq-e-Taluk ka kia tazqara haii Tumharay Siqa koi apna nahi haiii Agar tum kahoo to main Khud ko Bhula loon Tumhain Bhool janay ki Taqat nahi haiii --------------------------------------------- Har ik Moor per ik NaI baat chai Rahi dil ki dil mainn Zuban tak naa aai Yeh hain kuch aisay Karam Doostoo Kay Ab Dushmanoon ki Zaroorat nahi haiii ---------------------------------------------- Kay hazaroon tamanaain hoty hain dil mainnnn Hamari to baad ik Tammana Yehi haiiiii Mujhay ik Dafa apna keh kay Pukarooo bAS IS KAY SIQAA KOI hASrat nahi hAiiIIIIIIIIIIIII -------------------------------------------------Phiroon Dhoundta Mehkada Tubaa Tubaaa
Shrartii
Age: 125
7258 days old here
Total Posts: 31
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh jo halka halka Saroora hai Yeh Tairee nazar ka Kasoor haii ---------------------------------------------- Yeh kay Sharab Peena Seekha diaaa Yeh tairay pyar nay Tairee Cha nayyy Tairee Bheki Bheki Bigah nay Mujhay Ik Sharabi bana diaaa -------------------------------------------------- oooooooo Sharab kaisee Khumaar kaisaa YEH SAB tUMHARI nAWASISHAIN HAINN Kay pilai kay is qadar kay tu nay Mujh ko apni khabaar nahi haiii --------------------------------------------------- Tairee Bheki Nigah nay Mujhay Aik Sharabi bana diaa -------------------------------------------------- Sara Jahan Mast Kahan Kalii Raat mastt Mast Sham Mast Raat Mast Sham Mastt Mast Sheesha Kahoo Mast Jam Mast Hai jo tairee Chasham e Mast Har Khas o Aam mastt Bolo sakiii Haar tarah ki Tairay mekhanay main hainn Who b Thoori Who b Thoori si Jo in Ankhoon kay paimanay main haii Sab SAMAJTA hoon tairee nazar Aay Sakii Kam karti hai nazar...naam hai paimanay kaaa ------------------------------------------- Tairee Bheki VBheki Nigah nayy Mujahy ik sharabi bana diaa ------------------------------------------------------- Mairay baad kis ko satao gayy Dil jaloon say Dil lagi achi nahii Roonay waloon say Hansi Achi nahiii Dil lagi hi dil lagi main dil gayaaaa Dil laganay ka Nateeja mil gaya Main Kay Roota hoon Kay maira Dil laga Tum kyun hanstay hoo Tumhain kia mil gaya -------------------------------------------- Mairay baad kis ko satao gayy ---------------------------------------------- Mujhay kis tarah say mitao gay kahan ja kay Teer chalao gay Mairee doosti ki balain looo Mujhay haath Utta kay Duaan doo Tumhain aik Qatil bana diiaa Mujhay deekho khuaaishay Jan e Jan main wohi hoon anwar e neem jan tumhain itna hoosh tha jab kahan na chalao is tarah tum zuban Karoo maira Shukria Meharbaan Tumhain Baat karna seekha diaa ---------------------------------------- Yeh jo halka halka Saroora hai Yeh tairee nazar ka karoos haiii......Mujhay Sharab Peena seekha diaa
Shrartii
Age: 125
7258 days old here
Total Posts: 31
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yaar fir jaisay who qawal thay waisa us kay baray main koi Responce nahi aaya Main nay soocha tha kay Nusrat Sahib kay songs and Qawalis to har kissi kay paas hoon ge Our sab hi us ko suntay haiun hoon gay lakin sari jb Fmily main say sirf kuch loog hi un ko pasand kartay hain....i think
cutefriend
Age: 40
7940 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Shrartii said:
Yaar fir jaisay who qawal thay waisa us kay baray main koi Responce nahi aaya Main nay soocha tha kay Nusrat Sahib kay songs and Qawalis to har kissi kay paas hoon ge Our sab hi us ko suntay haiun hoon gay lakin sari jb Fmily main say sirf kuch loog hi un ko pasand kartay hain....i think