Smooth_daddy said:deceit is different from showing off. Showing off good genuine works is what falls in the category of RIYA'.
False claims of good works or seeking sympathy for non-existant situations or decieving people fall in the category of fraud and deceit.
SALL said:pehle me bhi aise hi sochti thi kaju
par aik baat meri samajh mei i hai,,, hum log soch samajh k agle bande ko judge kar k uss ki madad karte hein,, iss liye k hamari NAIKI zaya na ho,,, yani k madad karte hein hum naiki kamane k chakkar mei, Allah miyan k khushi k liye nahi
reya to yeh hua na,,,,
Smooth_daddy said:means "showing off"
more details later
~ ßã£îçh ~ said:
I think itna clear nahin dikh laha to ...
reya = zaher dari ,, dhoka
reya kaar = munafik,makkar
reya kaari = makkari,, fareb
Chall
shahrukh khan said:
Smooth_daddy said:means "showing off"
more details later
feeling proud...like he is the best
SALL said:kehte hein k Allah miyan k sache ashikon ko agar kayamat k din kaha jae k Allah miyan ki khushi issi mei hai k aap log dozakh mei jao to woh hansi khushi dozakh ko kubool kar lein ge