Djeedja Shareef said:buzurg honge, magar no gAzz lambe har gIzz nahi.
Bazigaar said:it;s possible...but then again...depends ye kitni purani baat hae...hazrat adam (PBUH) and hazrat nooh (PBUH) ke zamanay mae bhi kafi lambay lambay insaan thaay
SALL said:

objection
mazar wagera ka chakkar to islam k baad start hua hai
aur 1400 yr pehle itne lambe log nahi the
SALL said:bazuuuuuuuu,,,
have u visited these mazars ??
woh ittnnnnnnnnnnne purane nahi hein na, aur phir hamare han sirf "muslim" buzurgon k mazar hote hein
hey i never heard this hadees before
Allah miyan mujhe maaf karien agar me ne kuch galt baat kahi hogi iss baare mei to
SALL said:anyone heard abt it ??
i ve seen these tombs jo bohot bare bare hein,, par woh kiss buzurg ki kabar hai, woh kaun the kahan se aae the,,, kya karte the
kuch bhi nahi pata
can anyone help ???
ujala hira said:sorry mein topic se hat gai per mera buhat dil ker raha tha k mein ye baat share karon kionk mein khud heran hon voh kabar dekh ker
ujala hira said:lekin kabar mein toe koi bhi duniya ki cheez nahein ley jasakta toe unk sath kesey dafan kaerdein voh chezein
ek baat or
interior sindh mein matlab makli graveyard k thora sa baad ek mazar hai ham log gaye they toe us mazar pe ek kamra hai us mein do kabrein theen or voh kisi chotey bachon ki thein or kuchh arsa pehley un mein se ek kabar gayab ho gai koi shanakht nahein ker sakta k vahan do kabrein theen ab sirf ek reh gai hai vahan k log yahi kehtey hein us kabar ki hifazat ab jinnat ker rahy hein ye nahein pata k voh kin bachon ki kabrein heinus mazar k pas koi abadi nahein dor dor tak kisi gher ka namo nishan anhein voh mazar mein ney khud dekha hai takreeban 2 months pehley