HiRa.... said:Kisi Ko Dil Mein Bsya Tha Ek Pagal S Lrkay Nay
Ek Sapnon Ka Ghar Banya Tha Pagal S Lrkay Nay
Ek Shkhs Ko Paa Kr Woh Pholay Na Smya Tha
Pyar S Haath Thama Us Pagal S Lrkay Nay
Woh Shkhs Waqaf Na Ho Ska Us Ki Chahat s
Jis Ko Buhat Chaha Tha Us Pagal S Lrkay Nay
Thokar Na Lagay Tujh Ko Kabhi Raah e Zindgi Mein
Thokar Kha Kr Dua Di us Pagal S Lrkay Nay
Chala Tha Raah E Mohabbat Mein Khushion K Phool Chunane
Ghum K Kantoon S Bhr Liya Daman Us Pagal S Lrkay Nay
Kr k Chal Diya Sangdil Jo Us K Dil Ko Pash Pash
Buhat Bhrosa Kia Tha Us Par Us Pagal S Lrkay Nay
AarzuuKitna Na Samjh Tha woh Bewafa Ki Khatir
Tanhai Ko Galay Laga Liya Us Pagal S Lrkay Nay
HiRa.... said:sukoon bhi milega gar rakhoge nahin maut ki tamana,
yehi to zidnagi hai, har maud se parta hai guzarna,
gum ke bina kushi ki ehimiyat* kaun samajhega,
har na man aye dost, aur koi mushkil se tu aab na darna