(aapki kashish sarfarosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain - 2) - 2 aapki kashish sarfarosh hain
baairiyan chav ka jaadu joh chal gaya deewana main ho gaya dil machal gaya halka dhuan utha mausam badal gaya roshan hua sama parwaana jal gaya jaagi re jaagi re main soyi teri hi yaado mein khoyi ab mera jahaan teri aaghosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain - 2
duba rahu sada tere khayalo mein uljha rahu sada tere sawalo mein tere bina kahi ab na karaar hain jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain jaana re jaana re maine jaana tu mera tu mera deewana na meri khata na mera dosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain - 2 aapki kashish sarfarosh hain aapka nasha yu madhosh hain kya kahe tumse jaane ja gum hua hosh hain - 2
HiRa....
Age: 125
7414 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
o o... (aashiq banaya - 3 aapne ) - 2 (tere bin suni suni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigaahein tere bin bin asar meri aahein) - 2 tere bin
(tere bin lamha lamha sataye tere bin bekarari jalaaye tere bin chain mujhko naa aaye) - 2 tere bin
(meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2 (apni daayre se toh main chutne lagi hu tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2 tere bin jeena nahi hain gawara tere bin dil ka nahi hain gujara tere bin kaun apna sahaara (aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
(bechainiyo ka faaslo ka silsila hain dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2 (betaabiyo ne hamko chur kar diya hain pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2 tere bin raat kat ti nahi hain tere bin pyas mit ti nahi hain tere bin duri ghat ti nahi hain (aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
HiRa....
Age: 125
7414 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
dil ke jahan mein ek aag si lagi hain ho dil ke jahan mein ek aag si lagi hain main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi - 6 dilnashi - 6 dil ke jahan mein ek aag si lagi hain main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi - 6 dilnashi - 6
bayan karu main kaise jahaan sunau main kaise tujhko dikhau kaise dhadkan ki hulchul ko maane na kehna mera kaise sambhalu main is dil paagal ko tu mera armaaan tu meri chahat tu mera pyar hain ishq ke toofan mein ek aag si lagi ahin main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi - 6 dilnashi - 6
tere hasin chehre pe teri khuli jhulfo pe teri zuki aankho pe main pal pal marta hu deewangi se jyada dil ki lagi se jyada is jindagi se jyada ishq tujhse karta hu tu meri khawhish tu meri saansein tu mera chain hain jazbo ke makaam mein ek aag si lagi ahin main hu tum ho ishq hain tishngi hain dilnashi - 6 dilnashi - 6