james - 3 (woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero) - 2 bachke jara khare ko khara bure ko bura james woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero bachke jara khare ko khara bure ko bura james
khamosh toofan kya jaan hain lakho hazaaro mein pehchaan hain tere liye tera anjaam hain usse bhala kaun anjaan hain (nasha hain ada hain alag hain juda hain ke hero mein heera hain hero mera) - 2 bachke jara khare ko khara bure ko bura james woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero bachke jara khare ko khara bure ko bura james
HiRa....
Age: 125
7414 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
main gussa hu tujhse nahi pyar tujhse yeh jhuth hain jaan le agar sach lage to meri jaan le jaan hain tujhpe jaan hain - 4
saanson se saanso ka samjhauta sasta kutch bhi ho lekin tera mera rishta hain khula aasmaan hain nahi hadh koi saamne jaan hain tujhpe jaan hain - 4 tujhpe jaan hain tujhpe jaan
yeh aag aaisi hain jo aag bujh jaaye yeh na rukegi bhale saans ruk jaaye yahi daastaan hain tera mera ek naam hain jaan hain tujhpe jaan hain - 4 tujhpe jaan hain tujhpe jaan
HiRa....
Age: 125
7414 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa
tujhe chuke jo yeh hawa aa rahi keh kutch yeh rahi saanso mein meri jo basi khushbu hain teri keh do sajan jara tum kahi unkahi man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa
mere mann ki duniya hain tujhse hi saji tujhko bahakar layi aankhon ki nami apne lago kabhi tum kabhi ajnabi man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja
HiRa....
Age: 125
7414 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
(zindagi jeene ka naam hain jee le pyar ek jaam hain pyar se pee le) - 2 de khushi le khushi, haske din gujaar de kisika pyar le kisise pyar tu udhar le zindagi jeene ka naam hain jee le pyar ek jaam hain pyar se pee le de khushi le khushi, haske din gujaar de kisika pyar le kisise pyar tu udhar le phir dekh yaha kya kami hain badi hi khubsurat hasin yeh zamin hain
(dekh le tu gaur se yeh ek khuli kitaab hain tere har ek sawaal ka chupa yaha jawab hain) - 2 bujhegi na jo woh roshni hain badi khubsurat hasin yeh zameen hain
(sun jara o bekhabar jaayegi jaha nazar aayegi tujhe najar ek badi hasin jindagaani) - 2 arey jannat kaha pe dhundni hain badi hi khoobsurat hasin yeh zindagi hain zindagi jeene ka naam hain jee le pyar ek jaam hain pyar se pee le de khushi le khushi, haske din gujar de de kisiko pyar tu kisise pyar tu udhar le
Meri Subahon Ko Teri Shaamon Ka Meri Shaamon Ko Tere Vaadon Ka Meri Raaton Ko Tere Khaabon Ka Meri Neendon Ko Teri Baahon Ka Mere Jazbon Ko Teri Chaahon Ka Bahaki-Bahaki Si Kuchh Khataaon Ka Khoobasoorat Se Kuchh Gunaahon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Apane Dilabar Ka Apane Hamadam Ka Apane Jaanam Ka Intazaar Surkh Phoolon Se Mahaka Rasata Hai Dil To Mera Magar Zard Patta Hai Paas Aankhon Ke Sabz Manjar Hai Dil Ka Mausam To Phir Bhi Banjar Hai Mahaki-Mahaki Si Kuchh Hawaaon Ka Bheegi-Bheegi Si Kuchh Ghataaon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Apane Baadal Ka Apani Baarish Ka Apane Saawan Ka Intazaar Apani Dhadakan Ka Apani Saanson Ka Apane Jeene Ka Intazaar
Koi Badali Kabhi Is Tarah Aayegi Pyaas Sadiyon Ki Pal Men Bujh Jaayegi Tujhako Lauta Ke Meri Aagosh Men Dekhana Vaqt Ki Nabz Tham Jaaegi Aisa Hone Ke Kuchh Duaaon Ka Umr Bhar Jo Milen Un Panaahon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar