Couple of Year........

2188 views 48 replies
Reply to Topic
QUEEN VICTORIA

Age: 124
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Hi jabians!
Aaj say theek do saal pehlay main nay jb join kya tha
aur meray profile main meri dob ki jagha bhi mera joining year likh hai
do saal guzernay kay baad aaj ahsa ho raha hai kay do saal kaisay guzray pata hi nahin chala
main nay in do salon main hamesh ayhi koshsish ki kay meri wajha say koi naraz na ho ya kabhi meri koi baat kisi ko buri na lagay (hallanakay mujhay kaafi kuch bura lagta raha )

aaj saray din main meri yeh second post hai main sirf aap sab say yeh kehnay aaye hoon kay
ager meri wajha say is arsay main kisi ka dil dukha ho to im sorry
Meray post kya hua first topic introduction main HELLOOO tha
aaj bawajood koshish kay main oos topic ko serach nahin ker saki takay main apni pehli post ka time daikh sakoon

main nay jitnay bhi topic post kiye ziada ter yahi koshish rahi kay woh informative hon(aur issi liye meray topics interesting nahin hotay aur 3-4 pages say aagay nahin gaye )

bas ab yahi kehna hai kay ager kisi ko mujh say koi shikayat ho tp woh mujh say keh sakta hai

wol nay mujhay jb ka mod banaya
idon know main apna kaam sahi say ker paye ya nhin yeh to aap ya wol hi bata saktay hain
main nay to sirf koshishs ki
mera khayal hai aap bore ho rahay hain
so i shld leave now
wknd hai
so see u on monday
take care of urselves
Allah hafiz
Posted 20 Aug 2005

Guest_005 says
Aap say kon Naraz ho sakta hai Laikin aap kisi say naraz hain ... Plz Maan Jao na
Posted 20 Aug 2005

HEllo
QV and how are you
and really mujy app ki koyii baat burii nahii lagi but main to soch raha tha kay doc mazak bi kerta haii
and ALLAH app ko asay hi khush rukhy ameen sum ameen..
and aur yay hi kahna chahoon ga kay apnain qeemti time main say jb ko time daynain ka shukriya.
Posted 20 Aug 2005

Queen You are caring one, Congratz for completing two succesful years and I belive that your relationship with JB is everlasting
Posted 20 Aug 2005

Rapunzel says
congratulations @the occasion of 2 yaers.
Posted 20 Aug 2005

Guest_005 says
http://janubaba.com/wforum/forum_posts.asp?TID=3218&KW=Queen +Victoria&PN=0&TPN=13

ye raha aap k pehlay topic ka link
Posted 20 Aug 2005

QUEEN VICTORIA said:

HEY CONGRATS ON UR 2ND YEAR

N HERES SUMTHING FOR U

UR GIFT QUEENY
Posted 20 Aug 2005

Gr8 Job
Posted 20 Aug 2005

wow sis u don a great job Mys

CONGRATS Qv
Posted 20 Aug 2005

cutefriend says

hmmmmmmmmmmmmmm ham ap se shikayet karyen gain
per pehlye soch laye zara

ha ha ha hah
Posted 21 Aug 2005

Ashii says
quuueeeeennnuuuuuuuuuuuuu

kuchh na kahooo,, kuch bhi na kahhoooo
2 yrssssssssssss,,
hmmm time ka pata bhi nahi chalta na

bass agay se bhi post karti rehna,, kam kam par kaam ki
as usual

and plzz,, plzzzzzz
jb chorna nahi,, kam se kam jab tak me yahan hu
Posted 21 Aug 2005

WAFA says
HEY QUEEn sis ..congratz..2 yearz wow..
2 SALL TUK APNAY JB KO bardasht KIA HAY ..lolzz kiddin

Posted 21 Aug 2005

hmmm lekin jab jb under construction tha tu tab change ho gaya tha ke kab join kiya tha..
Posted 21 Aug 2005

subha says

Queene
hum ko to aap ki posts bahoot achi lagti hain
hameshan kaam ki bateen hoti hain
lub to see yaa on jb

aur haan CONGRATSS
Posted 21 Aug 2005

~CHANDNI~ says

abbbb   hamy chore kay na    jana

asa    karo ajj pc sath lay jao   ghar
Posted 21 Aug 2005

Guest_005 says
Aur hamain to bohut hi achi lagti hain in ki postsss

Coz jo ye hamain thik thak sunati hian na bass

m missin ur posts
Posted 21 Aug 2005

new_beau says
Queen ka sub say bara GUNAH ...

Iss nay mujhay Nashay per laga diya ....

August mainn Khud Join kiya aur October mainn mujh ko JB ka nasha laga diya
Posted 21 Aug 2005

new_beau says
~Mysteriousgal~ said:

I think CLINIC uar KITCHEN kay ilawa yehi topic hay jo Lamba Chala tha
Posted 21 Aug 2005

couple Congrats Queen...
Posted 21 Aug 2005

paree apne jaisi baat karna hamesha
Posted 22 Aug 2005

new_beau says
Kiya baat ki uss nay ???
Posted 22 Aug 2005

midnight_angel said:

HEllo
QV and how are you
and really mujy app ki koyii baat burii nahii lagi but main to soch raha tha kay doc mazak bi kerta haii
and ALLAH app ko asay hi khush rukhy ameen sum ameen..
and aur yay hi kahna chahoon ga kay apnain qeemti time main say jb ko time daynain ka shukriya.

thanx angel

kyun bhai aap nay docs ko kya samajh rakha hai

aur main bhi heran hoon kyunki main nay samjha tha k aap"soch rahi thee"
lakin aap to "soch raha tha" niklay
Posted 22 Aug 2005

Teen Tracker said:

Queen You are caring one, Congratz for completing two succesful years and I belive that your relationship with JB is everlasting

thnx tt
I will try
Posted 22 Aug 2005

rapunzel said:

congratulations @the occasion of 2 yaers.

thanx hareem
Posted 22 Aug 2005

-¤ D®ëåmë® ¤- said:

http://janubaba.com/wforum/forum_posts.asp?TID=3218&KW=Queen +Victoria&PN=0&TPN=13

ye raha aap k pehlay topic ka link

thnx a lot
kay aap nay itna time nikaal ker topic search kiya
thank u
Posted 22 Aug 2005

~Mysteriousgal~ said:

HEY CONGRATS ON UR 2ND YEAR

N HERES SUMTHING FOR U

UR GIFT QUEENY

thanx mysty dear
thanx 4 ur gift
Posted 22 Aug 2005

cutefriend said:

hmmmmmmmmmmmmmm ham ap se shikayet karyen gain
per pehlye soch laye zara

ha ha ha hah

zara jaldi say soch lo Cf yeh na ho kay mera shikayatain sun-nay ka irrada hi badel jaye
Posted 22 Aug 2005

SALL said:

quuueeeeennnuuuuuuuuuuuuu

kuchh na kahooo,, kuch bhi na kahhoooo
2 yrssssssssssss,,
hmmm time ka pata bhi nahi chalta na

bass agay se bhi post karti rehna,, kam kam par kaam ki
as usual

and plzz,, plzzzzzz
jb chorna nahi,, kam se kam jab tak me yahan hu

pehla nasha pehla khumaar

o dear main nay kahan jana hai
in do salon main koi 10 baar to seriously jb chhora hai
bas topics post nahin kiye kyunki mujhay pata tha kay main nay wapis aana hai
jis din serious ho kay gaye to phir kabhi lot kay nahin aaon gi

kam kam kaam ki posts

i will try
Posted 22 Aug 2005

WAFA said:

HEY QUEEn sis ..congratz..2 yearz wow..
2 SALL TUK APNAY JB KO bardasht KIA HAY ..lolzz kiddin

hi wafa dear n thnx

hi hi kya keh diya tum nay
yeh to aner ki baat hai kay kis nay kis ko berdasht kya
Posted 22 Aug 2005

mr nice guy said:

hmmm lekin jab jb under construction tha tu tab change ho gaya tha ke kab join kiya tha..

haan meray aanay kay kuch din baad hi jb ka naqsha hi badel gaya tha

but thoray hi din main sab et ho gaya

i emember tab is change ki wajha say main nay pehli baar jb chhorna chaha tha depress ho kay bcz mujhay changes kay saath adjust honay main bohat waqt lagta hai tab hi main nay aik topic bhi post kya tha FOS main "accha to hum chaltay hain..."

kya koi meherbaan mujhay yeh topi bhi serach ker day ga
Posted 22 Aug 2005

subha said:

Queene
hum ko to aap ki posts bahoot achi lagti hain
hameshan kaam ki bateen hoti hain
lub to see yaa on jb

aur haan CONGRATSS

thanx my dear sub
mera khayal hai yeh khayal sirf sall aur umhara hi hai kay kaam ki batain hoti hain
aur yeh tum donon ki mohabbat hai

thanx dear once again
Posted 22 Aug 2005

Reply to Topic