Age: 43
8171 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
new_beau said:
shahani said:
NABI PAK KA MEELAD MANANE SE ROKNE WALA NABI KA UMMATI NAHI HO SAKTA Q NK KON HAY JIS KO APNE NABI K JANM DIN SE PIAR NAHI AUR US DIN KO KON HAY JO BARE EID NAHI KAHTA EID MEELAD U NABI SAL ALLAH ALEH WA ALEH WASALAM SABH N MANAYA SABH MUSALMAANO NE HAAAN SHAITAN KO NABI PAK K JANM DIN PAR RONA AAYA AUR WO HI US DIN APNA KHARB MOONH KAR K RONE LAGA THA AAJ KAL B ESE HEIN JO NABI PAK K JANM DIN KO MANANE SE ROKTE HEIN LEKIN RAHEGA UOONHE UN KA CHARCHA KHAK HOJAENGE JAL JANE WALE.
Allah Hum ko Sahi Raah dikhaye Aameen...Allah Hamaray Dilonn mainn Truth Daalay Aameen
Sum Ameen
but i want to clear one thing ..users can argue, but no body is allowed to post any offensive post or any offensive arguements. Every body is welkum, listen to others n post ur views ... but always stay chill
Age: 124
7272 days old here
Total Posts: 13
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
MEELAD HAZRAT ISSA KA QURAN MEIN HAY MEELAD NABI PAK KA QURAN MEIN HAY MEELAD KI WAJAH SE HAM HEIN ALLAH N DUNIA KI HAR CHEEZ MERE NABI PAK K LIYAY UN K SADQE SE BANAEE HAY AB WO DIN NA HOTA SOCHO KOEE HOTA?
meri aik dost hay jis ki kuch maheenay pehlay shadi hui,laikin ab woh sepration lai rahi hay..shadi k aik maheenay baad woh apnay husband say alag ho gai aur sepration ka case kar dia...is tarah woh 3 maheenay woh alag rahi apnay husband say jab tak uski sepration nahi ho gai... apnay husband say alag honay k 3 maheenay baad uski court say sepration ho gai...ab masla yah hay k kia uska iddat guzarna lazmi hay? agar woh iddat na guzarna chahay aur parday main rehtay huway job karna chahay ya parhna chahay to kia woh parh sakti hay?aur raat apnay ghar per hi guzaray aur jab k uska kafi arsay tak shadi ka bhi ki prog na ho ... aisi soorat main kia ehkamat hayn....