agree SD
2nd half kuch sahi hai,, par look at the title
likhne wale ka sir phaar dena ka dil karta hai
aik baat jo mujhe aaj tak samajh nahi i
jiss k saath zyadti ho uss ko sir jhukane ki kya zaroorat hai,, jo galti karte hein woh to sir utha k araam se jeete hein,,, zyadti bhi tumhare saath ho aur zameen mei sharam se bhi tum hi garo,, khamkha mei
sab NGOs nahi,, par kuch hein jo wakai galt kar rahi hein
apne aap ko mukhtaran ki jaga rakh k socha jae,, kya usse apni zindagi bachane ka right nahi hai,, she is in danger its a fact
agar woh pak mei rehti hai to i d say paki mardon se zyada himmat hai uss mei
otherwise,, ussi bhi achi zindagi jeene ka haq hai sukoon se rehne ka haq hai
im no one to judge her acts,, par uss k saath jo hua hai uss ka insaf hona chaiye,, aur agar mere haath mei hota to me uss poooooore gau k logon ko phansi pe charha deti and y not poore mulk k logon ko jahan insaf k naam pe yeh sab kuch hota hai
baat yeh nahi k iss masle ko uchala ja raha hai
gussa iss pe aata hai k itna bara wakeya ho jaane k baad bhi log burai ko khatam karne ka nahi sochte,, unhein fikar hai to sirf aur sirf yeh k iss ghatya aur gandi society jiss ka hum hissa hein, ki asliyat na dunya k samne aa jae
damnnn
we r cursed