Mein yahan per apni personal poetry send kar raha hon aur aap logo se umeed karta hon keh aap sab apnay comments dein gay kiyon keh aap k words mairay liyay bohat qeemti hain mein koi baqaida poet nahee hon bus shauq ki takmeel k liyay hay yeh sab aur mujhay pata hay keh is mien bohat se khaniyan hon gi bal keh dosray aur wazeh lafzo mien kaha jaiay to yeh ghaltiyo ka ijtimaa ho ga magar ap inhain bardasht kar leejiyay ga Thanks
Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tairi Yaad Aa Rahi Hay
Hijar Ke In Lamhon Mein Jab Har cheez Chhin Gai Hay Aur Mairay Sar Pe Dard Ki Chadar Tan Gai Hay Magar Zindagi Geet Ga Rahi Hay Hamein Tairi Yaad Aa Rahi Hay
Talb-e-Vasal Nahee Rahi Kabhi Hamein Kiyon Keh Hum Shauq-e-Janoon Mein Vasal Ko Bhool Chukay Hain Hijar Ko Kar Wasool Chkay Hain Magar Tum Be Chain Phir Rahay Ho Vasal Ki Tamanna Liyay Janay Kiyon Tum Hijar Se Na Shanas Lagtay Ho Agarcheh Dor Ho Phir Bhi Dil Ke Pass Lagtay Ho Dard Se Be Haal Hain Hum Magar Dunya????????????? Muskara Rahi Hay Hamein Tairi Yaad Aa Rahi Hay
Saray Magan Hain Apnay Haal Mein Ik Hum Phansay Hain Tairay Khayal Mein Andhairi Raaton Mein Hum Tairi Yadon Ke Hum Dil Mein Charagh Liyay Phirtay Hain Qurbat Ke Lamhon Mein Bhi Hum Hijar Ke Dagh Liyay Phirtay Hain Agarcheh Chandni Sath Nabha Rahi Hay Hamein Tairi Yaad Aa Rahi Hay
Mehv-e-Guftagoo Thay Tum Magar Dhayaan Kahee Aur Tha Dil Kahee Aur Tha Gumaan Kahee Aur Tha Kiyon keh Aksar Jaan-e-Amir Hum Tairay Khadokhal Mein Uljhay Rehtay Hain Magar Ahista Ahista Tairi Sorat Hum Se Door Ja Rahi Hay Hamein Tairi Yaad Aa Rahi Hay.......... Hamein Tairi Yaad Aa Rahi Hay..........
Age: 124
7024 days old here
Total Posts: 652
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:
Pls take more ISLAH,,,from someone and go for your Book,,,
bhai islah k liyay he to koi nahee koi correction hekar de is mien yahi khawahish hay kiyon keh is mein wazan ki bari mistakes hain aur bhi kuchh hon gi agar aap kar sako to mien aap ka shukar guzaar hon ga i m waiting
Age: 124
7706 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Virdan said:

I will love to do it for you...But Tell me in which city are yoyu...I can try to guide you towards some Adabi Circles...

If you visit Lahore on Weekend....Go to TEA HOUSE....
Its located near NEEL GUNBAD on Mall Road...
If you go to ANARKALI on Mall Road.///The Traffic Singnal before the Bus Stop of AnarKali...If you are going from CHAIRING CROSS side...
On that Signal you will find TEA HOUSE behind BASHER SONS SHOP.,...
Attend some Gatherings of HALWA-E-ARBAB-E-ZOUQ ...which held every friday Seven PM...I am not aware about Ramzan Timmings but you can visit there after Eid....
Go there and speant three or four weekend regulary....You will get many friends There...FARHAT ABBAS SHAH and Munir NIAZI saab comes regulary there....Also you can met GUL-E-NOUKHAIZ AKHTAR....He is a smart guy...
Make Link there...and you will get improvement...
Best Of Luck.,...Also When I will come to Pakistan..I will met you ...Til then bye.....I will comments on your news Posts Tomorrow...Inshallah.....Till then ...Fi AmanAllah
Age: 124
7706 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Good Long Poem above...Tawaalat nay Nazm mainn Kuchh dilchaspi kum ker di hay... Ooper kay 75 Percent Hissay mainn Mohabbat aur Aqeedat ka Concept Mix hay...Jiss say Confusion hay...
Magar Aakhri Hissay mainn Clarity hay....Concept bohat Achha hay...
Iss nazm ko Baar Baar perho aur Thori Mukhtasir kero...
Mohabbat mainn QURBET ki Zaroorat...aur Aqeedat kay WAJDAAN ko ..aap nay Kaafi Khoobsurti say Bayaan kiya hay...MashAllah