Age: 125
7705 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kaha tha na........! mujhey tum ess tarha soote maat chourd k jana mujhey beshaq jaga daina bata daina mohabbat k safer main sath mairey chal nahin saktey judai k safer main sath mairey chal nahin saktey tumhain rasta badalna hai mairey haad sai nikalna hai tumhain kiss baat ka daar tha KAI tumhain janey nahin daitey? kahin pai qaid kaar laitey? AREY PAGHAL mohabat ki tabiyaat main zaberdasti nahin hotti jinhaein rasta badalna hoo unhain rasta badalney sai jinhaein haad sai nikalna hoo unhain haad sai nikalney sai nah koi rouk paya hai nah koi rouk paye ga tumhaein kiss baat ka daar tha? mujhey beshaq jaga daitey bata daitey main tum ko deikh hi laitey tumhain koi duva daitey kam sai kam yun tu nah hota tumharey baad khonai k liye kuch bhi nahin baki mager main khonai sai darti hon main abb sonai sai darti hon
Age: 125
7705 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abb app loag bhi kuch sunaein main INSHALLAH kal kuch aur lai k haazir hon gi yeh poem is one of my very favourite poem esp ess ki ending i hope app ko bhi pasand aye gi
Age: 125
7705 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jiss raat khul k baraste hain tere hijar k badal Uss shab ko kehin subah ka tara nahi hota Mere pehlu mein chala ata hay yoonhi aksar Woh gum jis ko hum ne kabi pukara nahi hota
Age: 125
7705 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khawab ankhon ko jagate tu koi baat bhi thi dil main halchul si machatey tu koi baat bhi thi chourd k janey ki reet tu purani hai booohut tum aa kaar na jatey tu koi baat bhi thi