taro mei chamak pphoolon mei rangat na rahay gi aray kuch bhi na rahay ga agar mohabbat na rahay gi aaaaaaa
dil ki tanhai ko awaaz bana laitey hain ghum jab haad sai guzarta hai tu gaa laitey hain
aap kay sheher mei hum leke wafa ai hain muflisi mei bhi amiri ki ada lai hain jo bhi bhata hay usay apna bana letay hain derd jeb hed se guzerta hay tu ga letay hain
hai hamain u deikhna aisa na ho bednaam hojai ye mumkin hay isi ka kel mohanat naam hojai husun walo mei ye mashoor hay adat apni her kisi se kahan milti hai tabyat apni pyar milta hay jahan ser ko jhuka letay hain
Age: 124
7662 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
poetry tu feelings hain insaan ki her insaan ki feelings hoti hain unn feelings ko express karney ka tarika different hai saab ka singer ga k karta hai poet poetry kai zariye painter appni paintings main