chalo jiii,,,
bata dete hein,, par paise lagein ge
bache ko sab se zyada bigarta hai yeh joint family system
kyun k dada/dadi/ nana/nani chacha/mamoo khala........ +parents sab apne apne laad poore karte hein,, iss liye agar apne bachon ko bigarne se bachana hai to bachon ki family ki pohonch se door rakhein
2nd thing,,,
i personaly wd never leave my kids to a babysitter or nany,, abhi filhal mom is free so she can take care of meenu par baad mei no way,, once bacha school jana start ho jae tab koi pb nahi,,
par iss ka matlab yeh nahi k im against working women,, not at all,, job karna kissi ki majboori bhi ho sakti hai,, yeh bhi ho sakta hai k agar woh beech mei 4/5 yrs ka gap de to baad mei usse job bhi na mile,, 4/5 saal k peeche poori zindagi ka rona
i know i knowww,, ab sab kahein ge k """ma ka kaam bachon ki parwarish,, bla bla blaaa la la laaa"""
to hell yarr,, jo ma'ain bachon ki 24/7 dekh bhaal karti hein unn k bache bhi utne hi badtameez, complexed, aur bongay hote hein... to kya fark parta hai
and now a ""do laakh ki baat""
never ever treat ur kids like KIDS,,
bache ko samjho,, aur usse samjhao, unn k sab sawalon ka jawab dena waste of time nahi hai
dont forget that u used to ask same question aur jawab na milne pe kitna gussa aata tha
bachon se pyaar karo par apne LAAD poore mat karo
punish ur children but never beat them
give them a sense of responsibility
kafi hai na bassss,, chalo shabash nikamma ab apne bachon ko aise hi palna