Age: 124
7953 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ai husne lala faam zara aankh to mila Khali pare hain jaam zara aankh to mila Kehte hain aankh aankh se milna hai bandagee Duniya ke kam chor zara aankh to mila Kia wo na aaj aain ge taroon ke sath sath Tanhaiyoon ki sham zara aankh to mila
Age: 124
7953 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hai dua yaad magar harfe dua yaad nahin Mere nughmat ko andaze nawa yaad nahin Main ne palkon se dar e yaar pe dastak di hai Main wo sail hoon jise koi sada yaad nahin Main n jin k liya rahoon main bichaya tha lahoo Hum se kehte hain wohi ehd e wafa yaad nahin
Age: 124
7953 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Apnon ne zindagee main harasan kia mujhe Ghairon ke iltifat se ranjoor ho gaye SAGHIR sakoon de gaye dil ki kasak hamain Aksar khushi ki baat se ranjoor ho gaye
Age: 124
8112 days old here
Total Posts: 1166
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kabhi to soch kay bus itna hi kiya hota. mujhy kitab sumajh kar hi parh liya hota. tamaam umer bus aik arzu hi rahi. kiya tha pyar to bus toot kar kiya hota.
Age: 124
7953 days old here
Total Posts: 430
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hum ulet detey hain sadyoon ke naqab Hum zamanoon ki khabar rakhte hain Zakhm khane ka saliqa ho jinhain Wo nisanoon ki khabar rakhte hain Kuch zaminoon ke sitarey SAGHIR Aasmanoon ki khabar rakhte hain
Age: 124
8112 days old here
Total Posts: 1166
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Lol hahahahhahahahahahahah oyeeee bahi kaheen tum pathan tay nahin hai [;)] this is not U Mr.shanku it was the brother of Mr.thanku which is shanku [;)] okie dokie [:P]
Age: 124
8112 days old here
Total Posts: 1166
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ik na ik roaz tau rukhsat kartaa Mujh say kitni hi mohabat karta Meray lehjay may gharoor aya tha Uss ko haq tha kay shikayat karta Kuch tau thee merri khata warna wo kyuon Iss tarhan tarq-e-taaluk kartaa [^]