Ao k battayein Hum tum ko

944 views 8 replies
Reply to Topic
Anoushy

Age: 124
Total Posts: 87
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aao Ke Batayein Hum Tum Ko
Aao Ke Batayein Hum Tum Ko

Kya Cheez Mohabbat Hoti Hai

Insaan Ke Dil Per Insaan Ki

Pakeeza Hakumat Hoti Hai

Kuch Husn Mein Jiddat Hoti Hai

Kuch Ishq Mein Chahat Hoti Hai

Kuch Aankhein Ishara Kerti Hain

Bus Yoonhi Mohabbat Hoti Hai.
Posted 19 Jan 2006

Virdan says
Muhabbat ik aisa pakeeza jazba hay keh jis k baray mein sab apnay apnayandaaz se sochtay hain kisi ko muhabbat Khuda dikhti hay to kisi ko dua to kisi ko dava is ki definations karna mushkil he nahee na mumkin bhi hay kiyn keh muhabbat har ik per us k zarf aur us ki ehliyat k mutabiq asar andaz hoti hay yeh Atya e Kudawandi hay. ALLAH TALA AAP PER AUR SAM MUSLIMS PER APNA FAZAL O KARAM FARMAAIN AMEEN.

Baqi aap ne bohat khoobsorat ghazal share ki hay Thanks a lot 4 this although thanks koi maqool lafz nahee hay kam az kam is k liyay
Posted 20 Jan 2006

Anoushy says
well ur right kay mubabat ki defination karna na mumkin hai .... baz dafa youn hota hai kay app ko judye kay bad muhabat ka ahsas hota hai uss ki qader atti hai

ya tu khuch bi nahi ab main soch rahi hoo kay app ki soch main bohay west hai aur us kay agy ya tu shyed khuch bi nahi ..... muhabbat ko samjana mushkil hai bayan say baher hai well main itna hi keh sakti hoo app ka bi bohat bohat shukariya

thanks once again
Posted 20 Jan 2006

nice poem
Posted 20 Jan 2006

Virdan says
Anoushy said:

well ur right kay mubabat ki defination karna na mumkin hai .... baz dafa youn hota hai kay app ko judye kay bad muhabat ka ahsas hota hai uss ki qader atti hai

ya tu khuch bi nahi ab main soch rahi hoo kay app ki soch main bohay west hai aur us kay agy ya tu shyed khuch bi nahi ..... muhabbat ko samjana mushkil hai bayan say baher hai well main itna hi keh sakti hoo app ka bi bohat bohat shukariya

thanks once again

shukriya ki koi zaroorat nahee hay maira aap ka shaid zahri tor per koi rishta nahee hay magar han jab kisi se baat ki jaaiy to kam az kam dosti ka rishta chahay arzi tor per he sahe qaim ho jata hay hala keh dosti kabhi aarzi rishta nahee hoti aur jahan dosti ka name ho wahan per thanks nahee hoti so want to say that no need of thanks.
Posted 21 Jan 2006

cutefriend says
Anoushy said:

Aao Ke Batayein Hum Tum Ko
Aao Ke Batayein Hum Tum Ko

Kya Cheez Mohabbat Hoti Hai

Insaan Ke Dil Per Insaan Ki

Pakeeza Hakumat Hoti Hai

Kuch Husn Mein Jiddat Hoti Hai

Kuch Ishq Mein Chahat Hoti Hai

Kuch Aankhein Ishara Kerti Hain

Bus Yoonhi Mohabbat Hoti Hai.

nice poetry
Posted 23 Jan 2006

valandrian says
bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863
bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863bd33863

bd33863
Posted 07 May 2018

Posted 20 Sep 2018

Posted 28 Oct 2018

Reply to Topic
Copyright ©2024 Janubaba.com - All Rights Reserved.- .04