this is true
europe mei bhi baar baar logon ko alert kiya jata hai k pani ki kami hoti ja rahi hai
par hum log bohot behis hein,, yahan kam se kam itna hai k gvt level pe kuch na kuch puch hoti hai,, atleast we pay bills iss liye khud se control mei rehti hai consumption,, pak mei to me ne note kiya hai isb mei k log aise paani use karte hein k mera dil ulatne lagta hai
khi mei log sirfff apne lawn mei pani dalne k liye poore tankers mangwate hein jab k doori taraf khi k hi itne areas mei peene ka (ganda) paani bhi din mei aik baar aata hai for few hours
harr saal kissi na kissi area mei pani ki kami ki waja se faslein achi nahi hoti,, iss saal coton ki fasal achi nahi hui pak mei,, next yr pata nahi kya hoga
gvt level pe kuch aisa kyun nahi hota jo sab ko faida de sake,, pak ki abt 70% population ka taluk agriculture se hai,,, lekin budget saara kharch hota hai defense pe,,,
mulk bache ga to kuch defend karein ge na