****** ghar se nikalthe hi kuch dhoor chalthe hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha tho baal banathi woh khirki mein aayi nazar
ghar se nikalthe hi kuch dhoor chalthe hi raste mein hai uska ghar..
masoom chehra neechi nighaein bholi si larki bholi aadayein na afsara hai na woh parri hai lekin yeh uski jadoogari hai deewana karde woh ek rang bhar de woh sharma ke dekhe jidhar..
ghar se nikalthe hi kuch dhoor chalthe hi raste mein hai uska ghar..
karta hoon ukse ghar ke mein pahere hasne lage hain ab dost mere sach keh raha hoon uski kasam hai mein phir bhi khush hoon bas ek gham hai jisse pyaar karta hoon mein jis par martha hoon usko nahin hai khabar..
ghar se nikalthe hi kuch dhoor chalthe hi raste mein hai uska ghar..
larki hai jaise koi paheli kal jo milli mujko uski saheli meine kaha usko jaake yeh kehna acha nahin hai yun dhoor rehna kal shaam nikale woh ghar se tahelne ko milna jo chaahe agar
ghar se nikalthe hi kuch dhoor chalthe hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha tho baal banathi woh khirki mein aayi nazar