Dosti - e- Shayari (Friendship Shayari)

972 views 6 replies
Reply to Topic
•§ñøw Añg飕

Age: 124
Total Posts: 25
Points: 0

Location:
Canada, Canada

Dosti - e- Shayari (Friendship Shayari)

Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho....
.... Toh itihaas banaati hai !

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !

Judai aapki rulate rahegi,
Yaad aapki aate rahengi,
Pal Pal Jaan jati rahengi,
Jab tak Jism mei hai Jaan,
Meri har Saans Yaari Nibhati rahengi...

Jab dosti ke dastan jamana sunaiga
tumko bhi koi dost yaad aayge
tab bhul janyge sare gam aye dost
jab tumahare sath bitaya hua waqt yaad aayega ..

Dosti karna you jaise ibadat karn
warn bekar hai restoon ki tejarat karna
kuan juda hota yeh waqt ki baat
aap age milte rahoge yeh dil ki baat hai..

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !

Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!

Posted 03 Jul 2006

Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !

Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !

Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !

Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi,
Jab zindagi kahegi alvida, Aur maut bhi naa aayegi !

Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !

Do pal ki zindagi yuhi beet jayegi,
kaali raat ke baad nai subah aayegi.
Agar dodton ki yaad satayegi,
to kasam se aapki yaad sabse pehle aayegi

Dil mein tumhari apni kami chod jayenge,
Ankhome intezar ki lakir chod jayenge,
Yaad rakhna dhundte rahoge hame,
Dosti ki aisi kahani chod jayenge.

Posted 03 Jul 2006

new_beau says
oh hello ...jee .....font bara kero ...
Posted 07 Jul 2006

Fairl_Girl says
nice but..............ankhon main dard ho gaya
Posted 10 Jul 2006

valandrian says
bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523
bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523bd33523

bd33523
Posted 07 May 2018

Posted 21 Sep 2018

Posted 31 Oct 2018

Reply to Topic