ye dolat bhi lay lo ye shohrat bhi lay lo bhaly chen lo mujhsy ye zindagani magar mujhko lota do wo bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani. ye dolat bhi lay lo ye shohrat bhi lay lo
Age: 41
7668 days old here
Total Posts: 14160
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Payar ka pahla khat likhnay main wqt to lagta hai naye parindo ko urnay main wqt to lagta hai jism ki baat nahi thi unkay dil tak jana thaaa lambi dooori tah karny main wqt to lagta hai.
Age: 41
7668 days old here
Total Posts: 14160
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hosh walon ko khabar kia bekhudi kia chez hai ishq kijye phir samjhiye zindagi kia chez hai hum labo say kah na payee unsay hal e dil kabhi aur wo samjhy nahi ye khamoshi kia chez hai
Age: 125
6756 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
javad said:
hosh walon ko khabar kia bekhudi kia chez hai ishq kijye phir samjhiye zindagi kia chez hai hum labo say kah na payee unsay hal e dil kabhi aur wo samjhy nahi ye khamoshi kia chez hai
This Gazal is from movie Sarfarosh, starring AAmir Khan. This movie also is very nice. Aur is Gazal ka to kahna hi kya...?
Age: 40
8159 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
me too
Us Mod se Shuroon Karain Phir Yeh Zindagi Her Shai Jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee
Leker chale thai hum jinhain janat ke khawab thai Phuloon ke khawab thai woh mohabbet ke khawab thai Leekin Kahan hai in main woh pehli si dilkashi Us Mod se shuroon karain phir yeh zindagi
Rehte thai hum haseen khayalon ki bheer main uljhe hue hain ajj sawaloon ki bheer main Ane lagi hain yaad woh fursat ki her gharee Us Mod se shuroon karain phir yeh zindagi her shai jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee
Shayed yeh waqat humse koi chal chal gea Rishta wafa ka aur hi rangon main dhal gea Ashkon ki chandni se to behter woh dhoop thi Us Mod se shuroon karain Phir yeh zindagi Her Shai Jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee