Age: 43
8230 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
insaan apney poraney saathi dost chor ker kabhi kabhi kisi andheki raah per chal perta hai aur phir akser woh kuch bhi hasil nahi kar pata kuch decide nahi kar pata tu woh beyakeeni kee sorat mein wapsi kee soch rakhtey hoye bhi wapis nahi jaa paata
Age: 124
7766 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay
Age: 125
7316 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
per mein shaid is ka kail hoon
Umeed ........
aaap wapis lotna chahtay hain...wapsi ka amal bohat takleed wala hota hey aor kya pata... wahan ja k aapko pata chalay... k kitaab to hey e nahi.. phir...
Age: 125
7316 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:
Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay
Age: 43
8230 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Doctor Sam said:
~Fragi~ said:
per mein shaid is ka kail hoon
Umeed ........
aaap wapis lotna chahtay hain...wapsi ka amal bohat takleed wala hota hey aor kya pata... wahan ja k aapko pata chalay... k kitaab to hey e nahi.. phir...
per is umeed per k shaid wahan per abhi tak woh kitab ho tu, wahan chaley jana chaiye
wapsi ka safar bohat takleef wala hota hai mein manta hoon per umeedian insaan ko wapis janey ka dars deti rehti hain
k shaid rah mein abhi woh kitab muntazir ho abhi tak
Age: 43
8230 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Doctor Sam said:
new_beau said:
Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay
well said...
kabhi kabhar peeche dekhne main kya faeda hey ?
kam az kaam insaan apney track ko hee dekh leta hia .. jahan sey ho ker woh aya hota hai
Yahann baat Mohabbat ki nahin..."RABT" aur "TA'ALLUQ" ki ho rahi hay...Mohabbat wahinn rehti hay aur rehni bhi chahiyey magar Rabt ko tor dou taa keh donon apnay liyey Naye Raastay aur Manzil talaash ker sakainn...(Personal View - Qaari ka Raaqem ki raye say Mutaafiq hona zaroori nahin)
Doctor Sam said:
ye pehla khayal adhura kion hey...?
Takmeel planned baatonn ki hoti hay...Khayaalaat kay dhaaray kabhi mukammal nahin hotay...