mmja
Age: 125
7209 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aakhir maazi ka experience hain.ek raat main Physics,Chemistry aur mathematics ki book parh liya kartay thay. oh meray khudayaia main samghta tha yeh kam meray he hain lakin idhar to badray badray shasawar hain lo yar ab to tumhara kam ho jaeyga srif aik din sabar karo
cutefriend
Age: 40
7955 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
mmja said:
nahi der nahi hogi main aik hi din may saari poetry parh loongi. keyai kehnay hain apkay saf kaho mera dil rakhnay kay leyiay lay lo ge par padro ge nahin
mmja
Age: 125
7209 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
AGEEB LADRKE main kyia batyion woh kitnee ageeb ladrke hai meray mazag ke awarge pay marte hai woh jante hai main keh kay na ayionga woh phir bhe mera intezar karte hai woh jante hai main aksar he jhoot bolta hon woh phir bhe mera etebar karte hai woh jante hai kay sirf woh he nahin meray liay woh phir bhe srif mugh say pyiar karte hai main kyia batyion woh kitnee ageeb ladrke hai meray mazag ke awarge pay marte hai
danie
Age: 125
6841 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
mmja said:
AGEEB LADRKE main kyia batyion woh kitnee ageeb ladrke hai meray mazag ke awarge pay marte hai woh jante hai main keh kay na ayionga woh phir bhe mera intezar karte hai woh jante hai main aksar he jhoot bolta hon woh phir bhe mera etebar karte hai woh jante hai kay sirf woh he nahin meray liay woh phir bhe srif mugh say pyiar karte hai main kyia batyion woh kitnee ageeb ladrke hai meray mazag ke awarge pay marte hai
Barre khushkismat ho dost. Aesi ajeeeb larkiyan kahan pai jaati hein, hamen bhi to batao.