kash_beauty said:wakai bohat rotu hein app
![]()
bchpan say he aisay hein ya abhi ja kar devdas ki film dekh kar asar hua hai![]()
kash_beauty said:app time dekh kar topic banatay hein
![]()
waisay taha sahab!! kasam say app k aisay topics ki wajah say app per tars kam or gussa zaida aata hai!
![]()
banda itna bhi khud ko na gira day k bhikariyun ki tarahn khushiyun ki bhek mangni parday dusron say![]()
kash_beauty said:
i swear..mujhe app say koi hamdardi nahi!! na he koi fark parta hai app k ronay dhonay say!!
per evn u desrve better than this
![]()
Ashii said:samandar mei ghar
![]()
aap wakai galt jaga pe dhoond rahe hein ghar
dadduuuu to chapar mei rehta hai samundar mei thori
haaaaaaaaahahahhaahaa.. hehehhee
![]()
![]()
![]()
![]()
kash_beauty said:
i swear..mujhe app say koi hamdardi nahi!! na he koi fark parta hai app k ronay dhonay say!!
per evn u desrve better than this
![]()
~Fragi~ said:per roya kaun ?
~Fragi~ said:bus apna rooona roo letey hain kabhi kabar sab k samney
kash_beauty said:btw..kisi k samnay rona ronay say kuch nahi hota..
ajj tak app k rona ronay say kiya hua?!!? jo chaha woh mila..nahi na![]()
balkay woh halet honay mein deer nahi jab "shair aaya shair aaya" ka shor sunai deta hai or koi dehan nahi deta!
![]()
i'm sorry appko agar kardwi lag rahi ho baat hamari to..likin woh kiya hai na k abb hum say sabar nahi hua app ki dukhi dastaan sun kar..ending honay k baad bhi app indian movie ki tarahn lamba kyun khenj rahay hein story ko!!![]()
anywz.. Fe'Amaa'n ALLAH
shahrukh khan said:u r crying here...someone else is happy there
![]()
~Fragi~ said:
shahrukh khan said:u r crying here...someone else is happy there
![]()
forget it