(pata nahin is par topic bana hay pahlay ya nahin ..but main bana rahi hon topic)so my question iz k ...
Gunah e kabeera kon kon say gunahon ko kahtay hain
Kia Gunah e kabeera karnay k bad maafi ki gunjaish rahti hay
matlab maafi to insaan mang lay but kia ALLAH usay maaf kar "sakta" hay
Ya gunah e kabeera ki maafi nahin hay
And agar insan yah janta ho k wo gunah kar raha hay..
but is bat say na-ilm ho k wo gunah e kabeera main say hay ( jo k agar wo janta hota to kabhi na karta )
to kia BAD main touba karnay say usko us gunah ki maafi mil jaey gi?