Forums
Poetry Cafe (URDU)
mujhko yakeen hain
Reply to Topic
sun_shine
Age: 125
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
MUJHKO YAKEEN HAIN..... MUJHKO YAKEEN HAIN SACH KEHTI THEE JO BHI AMI KEHTI THI JAB MERE BACHPAN KAY DIN THAY CHAND PE PARIYAN REHTI THI AIK YEH DIN JAB APNO NE BHI HUM SAY NAATA TOD LIYA AIK WO DIN JAB PAER KI SHAAKAIN BOJH HAMARA SEHTI THI AIK YEH DIN JAB SARI SARKAIN ROOTHI ROOTHI LAGTI HAIN AIK WOH DIN JAB,AAO KHAILAIN SARI GALIYAN KEHTI THI AIK YEH DIN JAB JAAGI RAATEIN DEEWARON KO TAKTI HAIN AIK WO DIN JAB SHAMO KI BHI PALKAIN BOJHAL REHTI THI AIK YEH DIN JAB ZEHEN MAIN SARI AYARI KI BAATEIN HAIN AIK WO DIN JAB DIL MAIN SIRF MASOOM BATEIN REHTI THI AIK YEH DIN JAB LAAKHON GHUM,AUR KAAL PARA HAIN AANSO KA AIK WO DIN JAB ZARA SI BAAT PE NADIYAN BEHTI THI AIK YEH DIN JIS GHAR MAIN MERA SAAZ-O-SAMAN REHTA HAIN AIK WO GHAR JIS GHAR MAIN MERI BOORHI NAANI REHTI THI (JAVED AKHTER)
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zabardast je boht hi achi hai yeh javed akhter lyrics walay hain ya koi or hain
rbaba
Age: 125
6665 days old here
Total Posts: 249
Points: 0
Location:
Singapore, Singapore
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yeh wohi hain laikin ghazal main lyrics kuch alag gaye hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wesay yeh bhi kamal kay insaan hain boht variety hai inkay kam main
Rehan M Din
Age: 44
6626 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bohat Khobsorat.
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
thanks yaa mujhay aisi poetry buhat pasand aati hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wesay porani poetry uper say hi guzar jati thi ghalib,ilama iqbal inki poetry am insaan kay bus ki bat nahinthi
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
unki poetry main alfaaz farsi ya phir difficult urdu kay hotay hain isliye.aur aaj kal difficult urdu shayad sirf hamari urdu teacher ko aati hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh to hai wesay mainay mirza ghalib daykhi hai us main boht hi kamal ki poetry gaye hai jagjeet singh nay or hai bhi bhot zabardast
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa jagjeet singh ki ghazlain buhat achi hoti hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shukar hai koi unko bhi pasend karnay wala mila nahin to jsiay daykho ajkal kay ganday manday singers ka fan hai
veer_zaara
Age: 125
6833 days old here
Total Posts: 4722
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
wow SS perfect
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
thanks veer zaara jee
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
i think Jagjeet singh kaafi logo ko pasand hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum meray bhai ko to boht pasend hai wesay jab relax honay ko dil karay to ghazlayn achi rehti hain
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa jab mera relax honay ka dil karta hain to ghazlain sunnay ki nobat aanay se pehlay hi neend ghalib ho jaati hain.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray yeh nend cheez hi esi hai jab nahin ana chaye a jati hai or jab ana chaye tab ati nahin hai gandi kahin ki Main Aur Mery Tanhaai... Kab se udaas hain Main aur mery tanhaai, Aaj phir tery yaad mein roye hain Main Aur mery tanhaai, Kuch baatain,kuch yaadain,kuch pal bikhar gaye jo har su, bas unheen ko sameta kartay hain Main aur mery tanhaai.. Bichrhay jo tum se to maloom hua,zindagi teray dam se the, Ab zindagi dhoonda kartay hain,Main aur mery tanhaai, meray laboon ki hassy thay tum,dil ki tamna thay... tery yaad mein takiya bigoya kartay hain Main Aur mery tanhaai, Dunia to pagal hai yeh kuch bhi kahay gi ghum nahin es ka...Rani mohabbat kiyun khoya karty hai main aur mery tanhaai
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
good poetry konsay poet ki hai?
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh hamari aik net sis hain unki apni hai na janay kon duayion main yaad karta hai main dobta hon samandar uchal dayta hai har modr pay mil jatay hain humdard hazaron shayed mere baste main adakar boht hain
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa achi poetry thi unki.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanko thanko ab apki bari hai mainay wah wah karni hai bara dil kar raha hai
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mujhay aisa lutf ata kiya,jo na hijr tha na wisal tha mere mausamo k mizaajda,tujhay mera kitna khayaal tha kabhi mausamo k saraab main,kabhi baamodar k azaab main wahan umr mainay guzaar di,jahan saans lena mahaal tha
danie
Age: 125
6743 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
Wah-Wah Wah-Wah
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
a han wah ji wah last line to kamal ki thi Ek Tera Ehsas Hai Jo Her Waqat Meray Saath Hai Ik Teri Yaad Hai Jo Din Raat Mujhey Terpaati Hai Ik Umeed Hai Teray Aany Ki Apna Tujhey Banany Ki Na Chain Hai Na Sakoon Hai Yeh Kesa Mera Hall Hai Raaten Ho Gai Hain Itni Lambi Jo Kaatey Nahin Kattin Na Bhook Hai Na Piyas Hai Na Koi Aas Hai Na Koi Paas Hai Bas Ik Tera Ehsas Hai Jo Her Waqat Meray Saath Hai...!!! Ek Tera Ehsas Hai Jo Her Waqat Meray Saath Hai Ik Teri Yaad Hai Jo Din Raat Mujhey Terpaati Hai Ik Umeed Hai Teray Aany Ki Apna Tujhey Banany Ki Na Chain Hai Na Sakoon Hai Yeh Kesa Mera Hall Hai Raaten Ho Gai Hain Itni Lambi Jo Kaatey Nahin Kattin Na Bhook Hai Na Piyas Hai Na Koi Aas Hai Na Koi Paas Hai Bas Ik Tera Ehsas Hai Jo Her Waqat Meray Saath Hai...!!!
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
wah wah kamaal kar diya aapki sister ki diary nay.
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lo kalro gal main khamkha khush ho raha tha tarif to sis ki ho gaye jayio main nahin khaylta youn bhe hum dor dor thay youn bhe senon main kadorat the tumnay rasmen bhula deyia warna is takalif ke kyia zarorat the kuch loog sharamsar najanay kyion huway apnay sawa humayn kisi say gila na tha
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
to sister bhi to aapki hi hai na. waisay unki diary ki poetry buhat achi hoti hain.
danie
Age: 125
6743 days old here
Total Posts: 382
Points: 0
Location:
China, China
Yes agreed with SS
mmja
Age: 125
7110 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
han han unki achi hoti hain mera koi kamal nahin jo ap logoon kay liay pori diary main say chun chun kay achay sheer selct karta hon
wesay unki tarif say thanko ap dono ko
rakhtay hain jo oron kay liay pyiar ka jazba
woh loog kabhe toot kay bikhra nahin kartay
gheron say kaha tumnay gheron say suna tumnay
kuch hum say kaha hota kuch hum say suna hota
sun_shine
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
wah wah jee
Reply to Topic