Khwaab Wali Kitaab

2365 views 31 replies
Reply to Topic
Shahrukh Khan

Age: 124
Total Posts: 43596
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
online hai net par?
Posted 18 Dec 2006

sun_shine says
net pe to pata nahi per aasani se kisi book shop main mil jaati hain.
Posted 18 Dec 2006

i am not in pakistan
Posted 18 Dec 2006

Doctor Sam says
khwab aor tabeerain.....
Posted 18 Dec 2006

jee
Posted 18 Dec 2006

i need thatttttttttttttttttttt
Posted 19 Dec 2006

nida khan says
aslamualkum
ji i know
yousaf nama kahtain hain is kitab ko
is mein khawabon ki tabeerain bhi hoti hain
net per nahin hain
meray khail mein
lagta hai bari zarrorat hai
bye
Posted 19 Dec 2006

sun_shine says
agar buhat zaroorat hain to aap hum say pooch saktay hain.
Posted 20 Dec 2006

danie says
sun_shine said:

agar buhat zaroorat hain to aap hum say pooch saktay hain.

Oh really ?
S.S. ji, Do you know about that?
Posted 20 Dec 2006

sun_shine said:

agar buhat zaroorat hain to aap hum say pooch saktay hain.

mujhe chahiyey
Posted 20 Dec 2006

sun_shine says
danie said:

sun_shine said:

agar buhat zaroorat hain to aap hum say pooch saktay hain.

Oh really ?
S.S. ji, Do you know about that?

i mean to say that mairay paas book hain agar aap kisi cheez ka matlab janna chahtay hain to kahiye plz.
Posted 21 Dec 2006

i need online
Posted 21 Dec 2006

o bhaiyooooooo kuch tu help karo
Posted 24 Dec 2006

sun_shine says
yaa koshsish kar rahi hoon kay online mil jaye
Posted 25 Dec 2006

sun_shine says
ok aap yeh page visit kejeye

http://www.newagedirectory.com/dream/dictionary.htm
Posted 25 Dec 2006

new_beau says
Koi Pakistani yeh Kitaab khareed ker Scan ker kay yahan laga day pls...Agar mainn Pakistan mainn hota tou laazmi ker deta yeh
Posted 25 Dec 2006

new_beau said:

ab itni moti book to scan kartay kartay aur Don jee ko
puhunchnay main aik saal guzar jayega.
Posted 26 Dec 2006

Posted 26 Dec 2006

new_beau says
Kitaab khareed ker Courier ker dou....
Posted 26 Dec 2006

sun_shine says
sorry dont mind
ab aisa bhi kya khwaab dekh liya jo itni zaroorat hain.
Posted 27 Dec 2006

dekha nahi hai...bas chahiyey...zarurut par jati hai
Posted 27 Dec 2006

sun_shine says
ok main soch kar iska hal nikalti hoon.
Posted 29 Dec 2006

Salaam ,

Khawab ki bhi kafi iqsaam hoti hein. kuch khawab sachy hoty hein aur kuch Khud Sakhta..

insaan ka demagh buhat kuch soch lyta hay aur kabhi kabhi insaan ki apni soach Khawab ki shakal mein us k samny ati hay.

lekin meray khyal mein ... sachay aur jhooty khawab ko parakhny k liye insaan ko kissi achay aur sachay Alim say milna chahiye....

sirf kitab parh kar khawab ki tadbeer nahi aa jati :)
Posted 20 Jan 2007

par ilm bhi tu kitaab se ata hai
Posted 20 Jan 2007

read my post again dear.

i said "sirf" kitab parhny say

its mean k aap ko kissi achay Alim ki zarorat hay jo woh aap ko explain kar saky k kitab mein kiya likha hay ... warna kitabein tu buhat hein fir log school kiun jaty hein teachers k pass :)
Posted 20 Jan 2007

i need that bookkkkkkkkkkk
Posted 20 Jan 2007

go and get it over the net ....
Posted 20 Jan 2007

where
Posted 22 Jan 2007

Moon_Wada says
http://www.onlineislamicstore.com/b5197.html

Posted 06 May 2007

valandrian says
bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019
bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019bd44019

bd44019
Posted 20 May 2018

Reply to Topic