who is new

3334 views 86 replies
Reply to Topic
bykhaber

Age: 39
Total Posts: 374
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
main bary dino k bad
aj phir apny doston k beech
mjhy koi batay ga k kon yahaan naya hy

king yar tm jb ki rani
ya koi or
Posted 19 Dec 2006

Mujrim says
acha meray paisay urhadiye u ne aur kehtay ho dil rakhna hai
Posted 13 Feb 2007

Mujrim says
yeh kaam humne karna chordiya yaar
kuch zyada fayeda nai huwa mujhe
Posted 14 Feb 2007

Mujrim says
acha to kahin aap Mr Fraudiyay to nai???
Posted 17 Feb 2007

Mujrim says
aap he hoo haina
Posted 20 Feb 2007

bykhaber says
mujrim ki dunia main her nam ka mujrim hy na is liy naheen samjhy ga ap ko mujrim bana ker hi dam ly ga
Posted 26 Feb 2007

Mujrim says
bykhaber said:

bari meri side de raho ho bykhayber sub khair to haina
Posted 26 Feb 2007

bykhaber says
Mujrim said:

bykhaber said:

mujrim ki dunia main her nam ka mujrim hy na is liy naheen samjhy ga ap ko mujrim bana ker hi dam ly ga

bari meri side de raho ho bykhayber sub khair to haina
Khair hi hy tabhi to side li hy aysy choty moty kam apun kerta rehta hy no problum
Posted 27 Feb 2007

kOoLeSt1 says
i am also new

acha jee gud
Posted 28 Feb 2007

bykhaber says
Posted 28 Feb 2007

Mujrim says
aur suna yaar
Posted 28 Feb 2007

bykhaber says
kia suno gy koi topic to do
Posted 28 Feb 2007

Mujrim says
topic khudi bana aur khudi bolo yaar
Posted 28 Feb 2007

bykhaber says
yaar mujhy aik bat to bata to waqai main mujrim hy yaa wysy hi rub banaya howa hy
Posted 28 Feb 2007

Mujrim says
filhal in process hai

2 saal sabr kar mujrim poori tarha hojaooga
filhaal kissi aur ke dum pe uchalta hoo
2 saal sabr kar baaki meray dum pe uchlaingay
Posted 28 Feb 2007

bykhaber says
Mujrim said:

filhal in process hai

2 saal sabr kar mujrim poori tarha hojaooga
filhaal kissi aur ke dum pe uchalta hoo
2 saal sabr kar baaki meray dum pe uchlaingay

oy yaar 2 saal yani keh to in process hay ok chalo pher jab to pura mujrim bany ga to tyra pehla kam kia ho ga
Posted 02 Mar 2007

jurm karna
Posted 02 Mar 2007

kiran says
woh to her waqat rahai ga yehi eik kaam to tum ker sakte ho
Posted 02 Mar 2007

Mujrim says
ab woh sabke saamne to na bata MG yaar
Posted 04 Mar 2007

Mujrim says
oye maine kya kab bataya oye
Posted 05 Mar 2007

Mujrim says
woh alag baat hai
Posted 06 Mar 2007

Mujrim says
bari time pe entry mari hai tunay yaar
Posted 08 Mar 2007

Mujrim says
hot n kool yaar fida hogaya teri timing pe
Posted 11 Mar 2007

Mujrim says
Posted 14 Mar 2007

valandrian says
bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067
bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067bd17067

bd17067
Posted 18 Apr 2018

Posted 22 Sep 2018

Reply to Topic