KITNA PAGAL HAI...

605 views 8 replies
Reply to Topic
Rehan M Din

Age: 44
Total Posts: 15020
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Woh mujh sai meri udasion ki wajah pochta hai
Kitna pagal hai raat kay sannatay ki wajah pochta hai

woh mujh sai meray aansuoun ki wajah pochta
kitna pagal hai barish kay barasnay ki wajah pochta hai

woh mujh sai meri pasand kay baray mai pochta hai
kitna pagal hai apnay he baray mai pochta hai

woh mujh sai meri wafa ki inteha pochta hai
kitna pagal hai sahil per khara samundar ki gehrai pochta hai



Posted 20 Dec 2006

Reply to Topic